Re: Timepaas
paro wala? Oh haaN...yaad aaya :D
ap ye baat bhool jatayhain... woh ye dekh kar naraz hojaye gi .. aur phir ur phur jaye gi :p
Re: Timepaas
paro wala? Oh haaN...yaad aaya :D
ap ye baat bhool jatayhain... woh ye dekh kar naraz hojaye gi .. aur phir ur phur jaye gi :p
Re: Timepaas
lol han wohi zebeeha halal
agar nahi to ewwwwww.. paray hat kar khaye ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
tubha tubha kitna khush horhay hain ![]()
Re: Timepaas
ehsan bhai aap to aaj aesey aa aur jaa rahey heiN jesey pakistan meiN light aati aur jaati hey ![]()
Re: Timepaas
Kuch log doosron koh khush nahin dekh saktey. ![]()
Re: Timepaas
ap ye baat bhool jatayhain... woh ye dekh kar naraz hojaye gi .. aur phir ur phur jaye gi :p
Nahi bhoola bilkul nahi.... lekin wo darshan zara kam, kam hi deti heiN ... lagta hey daana barrhaana parrey ga :D
Re: Timepaas
aap yeh bhi keh saktey thay jaisay kul Pakistani batsmen aa ja rahey thay. ![]()
Re: Timepaas
mujhe to bahooot kuchh pataa hai…un ke pate [addresses] bhii pataa haiN
apun ka to roz jaa aanaa jaanmaa hai ![]()
**u mean:
ham na kahte the k phirte haiN yahaN saiyaad bahooot???**
Re: Timepaas
kal koi match huwa tha?
…
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
r u tryinmg to be "holier than COW!? ![]()
Re: Timepaas
ham na kahte the k phirte haiN yahaN saiyaad bahooot???**
Exactly...Khalil bhai aap to barrey hoshyaar nikley :)
Re: Timepaas
lagta hai kul ka match gehra asar chor gaya hai. ![]()
Re: Timepaas
Exactly...Khalil bhai aap to barrey hoshyaar nikley :)
hoshiyaarii o purkaarii...kabho "aape" men bhii aa jaate hain :)
Re: Timepaas
MeiN sab, kuch bhool jaana chaahata hooN…utni jaldi hi jitni jaldi hamaarey khilaarri haar ke bhool jaatey heiN ![]()
Re: Timepaas
hoshiyaarii o purkaarii...kabho "aape" men bhii aa jaate hain :)
Ye purkaari kya hota hey?:@:
Re: Timepaas
Abhi kisi ka zikr-e-kheir ho hi raha tha ke wo foran tashreef bhi laey aey… English meiN ghaleban koi muhaawara bhi hey na is situation ke leeye ![]()
Re: Timepaas
Aap nay joh request kee mod forum mein ussay poora ker diya gaya hai. Check it out. ![]()
Re: Timepaas
you called me cow… naraz :![]()