Re: Timepaas
g bilkul hai ![]()
Re: Timepaas
g bilkul hai ![]()
Re: Timepaas
to kya, bataa bhi dijeeye ![]()
Re: Timepaas
ehsan bhai…ZINDABAAD…ehsan bhai…ZINDABAAD…
ehsan bhai…ZINDABAAD…ehsan bhai…ZINDABAAD…
ehsan bhai…ZINDABAAD…ehsan bhai…ZINDABAAD…
ehsan bhai…ZINDABAAD…ehsan bhai…ZINDABAAD…
ehsan bhai…ZINDABAAD…ehsan bhai…ZINDABAAD… ![]()
Re: Timepaas
**tarkaarii kii hamsheera e Khurd ![]()
**
are nahiiN baba…merii aisii majaal kahaaN…maiN ne to kahaa “gaiya samaan seedhii saadhii Shab” ![]()
Re: Timepaas
Woh kiya ketay hain “Think of the
” I hope she doesnt read it. ![]()
Re: Timepaas
yeh na’ra_haa-e-zindaabaad kis Khushii meN? ![]()
Re: Timepaas
yeaaaaaaaaaaaaaaaaaaah… thanks EB ![]()
Re: Timepaas
I hope too ![]()
Re: Timepaas
Poetry forum ki taraqqi ki ho gai hey … :is:
Re: Timepaas
kaisi taraqqii? kia ab iske bhii “surKhaab ke par” lag gaye?
ab aap se guzaarishaat ke liye appointment lenaa paRegaa? ![]()
Re: Timepaas
Hum to pehley bhi khuley-bandoN dastiyaab the aur aaj bhi heiN… aap ki nazar hum pe na parrey to ye to hamaari bad’qismati hui na ![]()
Re: Timepaas
AOA everyone ![]()
Re: Timepaas
KOI hai bhi ke nahi ![]()
Re: Timepaas
Sab idhar hi heiN UZ…zar saaNs leney ko rukey heiN ![]()
Re: Timepaas
acha chalo jaldi jaldi wapis aao mera time nahi pass ho raha
Re: Timepaas
kuch chaey, paani ka band-o-bast kareiN aap to waapsi mumkin hey :pcg:
Re: Timepaas
chai paani kaa samaan hai
aap aaney wali karo ![]()
Re: Timepaas
muft chaey ke leeye to meiN kaheiN bhi ja sakta hooN ![]()
Re: Timepaas
chaey ke saath saath samosay and pakoray bhi hain ![]()
Bhai aisa naa kernaa muft ke peechay kaheen aur nikal gaye to ![]()
Re: Timepaas
** Muhabatton ki ruttain tau sada rehti hainYeh aur baat ke log hain mausamon ki tarah …
**