Timepaas

Re: Timepaas

and I thought it was for me :cb:

Re: Timepaas

nahi ab to mai soch rahi mai apna lay aya karo .. hamry kaam ka it department to lagta yehi dekha rahta hum kya karhy … hate them :mad:

Re: Timepaas

hmmm… aap ki katha sun ke bohat afsos huwa :frowning:

Re: Timepaas

NikamiJi ki koi kheir khabar?

Re: Timepaas

Mujhey mexican nahin aati. :nahi:

Re: Timepaas

ye spanish hey :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

eik hee baat hai, jub nahin aati toh mexican kya aur spanish kya. :D

Re: Timepaas

hawww usko pyar say bulaye ajaye gi ;p

Re: Timepaas

shukria afsoos karnay ka :naak:

Re: Timepaas

Nikami ji achi hai.. ati jati rahti hain yaha :D

Re: Timepaas

Baat to sach hey…halaaNke “baat hey ruswaai ki” :cb:

Re: Timepaas

Kya baat kar rahi ho aap??? :eek: … kya afghani burqa pehan ke aati heiN :omg:

Re: Timepaas

*salaamaat yaa ahl-al-"waqt-guzaarii" :) maiN lunch pe aa gayaa...kise khaanaa hai buritos? red-hot beef buritos *:D

Re: Timepaas

g g afghani burqa woh bhi paro wala :wink:

Re: Timepaas

wsalaaam

burito Halal hai?

Re: Timepaas

u eman “tent” humaa…canopy waalaa? vo to ladies bachche aGhvaa karne ke liye pahentii haiN :omg:

Re: Timepaas

paro wala? Oh haaN...yaad aaya :D

Re: Timepaas

ap ko bara pata hai un ladies ka :rolleyes:… chakar kya hai ye:konfused:

Re: Timepaas

Aap ehtiyaat sey rahiye ga…aesi kuch khawaateen aaj kal yahaN phir rahi heiN :smiley:

Re: Timepaas


Halaal? vaise hii jaise KFC hotaa hai, jaise McDonald's hotaa hai, jaise Subway hotaa hai...:D han agar zabeeHa bole to...:)