Timepaas

:salam: all :slight_smile:

Re: Timepaas

Internet ki waapsi... congrats UZ... To aap ney internet ke bina khud ko kesa mehsoos kia? Hamarey naazreen sey kuch share kareiN gi? :D

Re: Timepaas

**haN shab aa jaayeN...ham ne aapko naHaq tang kiyaa...aap chaaheN to hamaare bhii paraKhche uRaa saktii haiN...

sunaa thaa k aaj uReNge Ghaalib ke paraKhche
dekhne ham bhii gaye the pe tamaasha na huaa **

Re: Timepaas

My mind was handicapped TV dekhnay ko dil hbi nahi ker raha thaa :naak: Is liye sara din baahir guzara hub and bachon ke saath :smiley:

Re: Timepaas

Woh bechari to so gai ho gi ab tak :omg: Kal parhay gi

Re: Timepaas

Aur ticket refund bhi nahi huwa ho ga yaqeenan :bummer:

Re: Timepaas

haayee Allah, merii saarii meHnat sab raaigaaN gaii…logo, mujhe dilaasa do…kinni meHnat se ham seb ne mil kar unko tang kiyaa thaa magar sab be-sood rahaa :dramebaazii:

Re: Timepaas

To is ke leeye aap hakoomat ko koi mashwara dena chahieN gi?

Re: Timepaas

Sometime internet kaa peechaa chor dena chahiye :@: Meri to khuch samjh nahi aata google maps bhi nahi chal rahey they :crying:

Re: Timepaas

Drama king aap kisi tv per kaam karein :chai:

Re: Timepaas

OK logo night time :yawn: Shab bakhair :wave:

Re: Timepaas

Aap ki plight pe saara mulk aap ke saath hey. Kya aap is zehni karb ke leeye hakoomat pe koi case karne ka iraada rakhti heiN? Supreme Court ya United Nations tak jaaney ka programme hey? :smiley:

Re: Timepaas

:salam: koi hai. :chai:

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien
ab sab aap ki terha waille nai hain :snooty:

Re: Timepaas

meray matlab ki baat hai :cb:

Re: Timepaas

Buahat khamoshi hai aur :crying: jee bhi nahin.

Re: Timepaas

:crying: me :crying:

Re: Timepaas

Muskaan ko aaj k din Laptop se door rakha jaey ga :cb:

Re: Timepaas

yeh zulm kyun? :hmmm:

Re: Timepaas

sirf aaaj ka din e kyo :@: :woho: