Re: Timepaas
yeh kahaan sey ley aatey ho itnay mazay ke ganay ![]()
Re: Timepaas
yeh kahaan sey ley aatey ho itnay mazay ke ganay ![]()
Re: Timepaas
chalo phir sharoo karo mein jawab deti hoon ![]()
Re: Timepaas
**maiN “Bollywood Old is Gold kaa chaltaa phirtaa encyclopedia” huN ![]()
**
baRoN ko jawaab denaa burii baat ahi
![]()
Re: Timepaas
App boorhain hain kaya ![]()
Re: Timepaas
maiN to aapkii baat kar rahaa thaa ![]()
Re: Timepaas
Barrey logoN ki barri baateiN ![]()
Re: Timepaas
mein kio aunty nahi
aayein zara muqabla to ker dekhien
Kitnay shayar hain aap ![]()
Re: Timepaas
Muqaabley ka naam suntey hi Khalil miyaN nikal leeye heiN, patli gali sey ![]()
Re: Timepaas
Khalil aa jao ab tum bas ![]()
Re: Timepaas
Lagta he unhey koi faakhta nazar aa gai hey ![]()
Re: Timepaas
salaam amigos ![]()
Re: Timepaas
amigos
![]()
Re: Timepaas
hello amal kasay hain ap?
Re: Timepaas
Not bad Shab …
… aaj aap subha subha kidhar? ![]()
Re: Timepaas
![]()
aj to ap b hyn
Re: Timepaas
aj meri coworker apna laptop lay aye.. to mane us par qabza karlia hai ![]()
Re: Timepaas
hamaari aatma to yaheiN bhatak rahi hoti hey:@:
Re: Timepaas
mai? blush
you nick reminds me of a song… jia jalay jaan jalay lalalal
Re: Timepaas
Allah karey wo roz aesa hi kia karey ![]()
Re: Timepaas
Atma .. darao nahi ab hamay ap ![]()