Timepaas

Re: Timepaas

koi bana de to pi lon gi :yawn:

thanks :slight_smile:
kese hain ?

Re: Timepaas

:salam:

:yawn:

Kesay hai sab?

Re: Timepaas

:wsalam:
waisy hi jaisy pehlay thy :yawn:

Re: Timepaas

welcome
main theak thaak ALLAH ka sukar hay
aap kesi ho

:wsalam: jite rahien khush rahien
main theak thaak ALLAH ka sukar hay aap kese ho

Re: Timepaas

Susat log. :emmy:

Re: Timepaas

bilkul theek hon bas abi abi subha hoi hai meri is liye zara :yawn:

ap ne offer ki to ab bana ke bhi dain na :frowning:

Re: Timepaas

itni late subah hoi hay aap ki
coll/uni nai jana kaya

Re: Timepaas

hum ne kal hi aj walay apnay saray lectures cancel kara diye thy :)

Re: Timepaas

wah ji wah kaya baat hay aap ki

Re: Timepaas

pami garam hai, chai kee patee dalein, doodh dalein aur cheeni bhi, mix karein aur :chai: pein.

Re: Timepaas

jee bilkul:) humain 100 pages ki assignment bhi to de di na :frowning:
sari raat wohi to type kiye hain :bummer:

is sab ke liye mujy uthna paray ga nai to sab kuch gir jaye ga…can someone do this for me plzzzzzzz :@:

Re: Timepaas

google se daikh k type kiya hay :hoonh:

Re: Timepaas

IS hai na. :D

Re: Timepaas

nai :naak:. 2 books download kar li thi :smiley:

Re: Timepaas

ap kion nai :vivo:

Re: Timepaas

Aaj kul kay bachhay, burhon say kaam karwatey hain. :nahi:

Re: Timepaas

acha rehny dain. main ap ke liye bhi :chai: bana don:@:

Re: Timepaas

Kuch cake pastry bhi ho jay saath mein. :yummy:

Re: Timepaas

main kis liaye hon :hmmm: wo b itni izat k sath :hmmm:

ik e baat hay :smiley:

Re: Timepaas

phir main khud cake banaon gi. wo chalay ga???

nai lekin type to khud kia na:( paraphrasing ki sari :bummer: