Timepaas

Re: Timepaas

**bhai mere maiN Lahori to nahiiN magar meraa peT peT nahiiN bal k tandoor hai…tanoorii hai…kitnaa gahraa, kitnaa baRaa aur kitnaa efficient :slight_smile:

are, mujhe to DR ne bataayaa hai 6 meal a day khaane ko :smiley: official reason to eat MORE! :D**

Re: Timepaas

Aap ke khaaney ki yehi speed rahi to hamaari faakhti bhabi ka to bas ho gaya kaam :cb:

Re: Timepaas


*
Kuch is tarah se nazar andaaz hogaye

Jaise izaafi harf thay teri zindagi ki kitaab mein ...

*

Re: Timepaas

http://i51.tinypic.com/syl3iw.jpg

*January ki kitni shaamain aayeen

Aa kar beet gaeen

Dil ne

Koi aahat

Koi dastak

Mehsoos na ki

Per itne barsoon baad

Aaj ki shaam mein najaane kya hai

Dayeen aankh ka daayan kona

Bheeg sa gaya hai …

Re: Timepaas

http://i56.tinypic.com/344z0ag.jpg

***Roz dhalta huwa suraj yeh kehta hai ‘Faraz’

Aaj us ko bewafa huwe ek aur din guzar gaya …


Re: Timepaas

http://i56.tinypic.com/11s19qd.jpg

*Ab jo pa bikhray tau bikharne ki shikayat kaisi
Khushk pattoon ki hawaoun se rafaaqat kaisi

Mein ne us insaan se bahut muhabbat ki hai
Jurm sangeen hai ab is mein ria’yyat kaisi

Aik patta bhi agar shaakh se juda hota hai
Kya kahun dil pe guzarti hai qayyamat kaisi

Zindagi tujh ko tau lamhoon ka safar kehtay thay
Raah mein aa gaeen sadeyoon ki musaafat kaisi …

Re: Timepaas

lol…aur agar maiN ne na khaayaa to meraa “kaam tamaam” ho jaayegaa :smiley:

Re: Timepaas

Is tarha to hota hey is tarha ke kaamoN meiN :)

Re: Timepaas

Lovely :k:

Re: Timepaas

:waves: :salam:

Re: Timepaas

Dil mila or gham shanas mila
phool ko aaag ka libaas mila

haar shanawar bhanwar may dooba tha
jo sitara mila udas mila

maikaday k siwa hamaaara pata
un ki zulfoon k aaas paaas mila

aaab-e-haiwaan ki dhoom thi saghar
saaada paani ka ik glaas mila

Re: Timepaas

:wsalam: :wave:
:crying:

Re: Timepaas

jiti raho khush raho kesi ho

Re: Timepaas

Aap koh rahayee mil gayee. mein any fauj tayyar karnay kee dhamkee dee thee aap koh reha karwanay kay liya. Aab rona nahin. :nahi:

Re: Timepaas

Subah subah zara :chai: ho jaye aur :cobra: bhi.

Re: Timepaas

me fine thankooo ap kese hain :crying:

:crying: acha isi khushi me >> :crying:

Re: Timepaas

mian b theak shayad

Re: Timepaas

:salam:

koi hai?

Re: Timepaas

:wsalam:

aein :chai: pein.

Re: Timepaas

walikam salam jiti rahien khush rahien