Timepaas

Re: Timepaas

wsalam

Re: Timepaas

Koyal ji kesi heiN aap? :)

Re: Timepaas

theek hun allhamdolillah :blush: or naam yad rakha karain..m shazia :barbie:

Re: Timepaas

Hum us waqt Koyal ji sey mukhaatib the :snooty: … aap to abhi naazil hui heiN :cb:

Re: Timepaas

ab ho gai na so no more over acting :snooty:

Re: Timepaas

kahaN aa gaeiN? :hmmm: … aap to guzar gaeiN :cb:

Re: Timepaas

theek Amal ap sunajo kesay haiN kesay guzaR rahi :)

Re: Timepaas

Alhamdolillah... aap sunaiye... kin hawaaoN meiN hoti heiN aaj kal? :p

Re: Timepaas

hmmm bus unhi hawaooN maiN jahan pahlay thei Koyal kabhi idher udheR ki hawa''N maiN nahi jati gum janay ka khadsha gheRay rakhta hia na :p

wo tu suna ho gha k "sayooN koonj vichaR gaye daaRo tey lab de sajNa noo" nahi chahti na koi us k leay gungunaa'ey :p

Re: Timepaas

Koyal ji aap to mufakkar ban gaei heiN.... barri gehri, gehri baateiN karney lag parreiN heiN :)

Re: Timepaas

hmm do u think so :)

Re: Timepaas

Bilkul... aap khud hi apni adaaoN pe zara ghaor kijeeye na :)

Re: Timepaas

hum khud bhi kabhi koi apni adaooN pe ghoR kaRta hia koi dosRey kis leay haiN ab ye na kah daiNa ap

Do chaar Lufz keh k' Mein Khamosh hogaya..
Wo muskura k boLey "Bohat BoLti ho Tum"!! :p

Re: Timepaas

wow…kya zabardast sheir hey Koyal ji :k:

Re: Timepaas

han guzar gai “us restay say jin rahon main khaar thay raju” :omg:

Re: Timepaas

Aap ko pichley janam ki baateiN abhi tak yaad heiN rajjo? :cb:

Re: Timepaas

wah barra thaka naam choose kia hai..daad qubool kijiye :omg:

Re: Timepaas

Dijeeye :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

:barbie: ye lain

Re: Timepaas

:salam:

:crying: