Re: Timepaas
Lekin hum chahatey hi nahiN ke koi aesa din bhi aaey jab aap ke deedaar naseeb na hoN ![]()
Re: Timepaas
Lekin hum chahatey hi nahiN ke koi aesa din bhi aaey jab aap ke deedaar naseeb na hoN ![]()
Re: Timepaas
Vur kaya hot ahia ![]()
OK me off now
Bye ![]()
Re: Timepaas
Kiya yaad karwa diya. My favourite. ![]()
Re: Timepaas
to phir jab banaoon gi aap ko invite karoon gi anaa zaroor :Dand saath sugar ki goliyaan bhi lana
Re: Timepaas
UZ ji aap ko kya pata… shaeri ke leeye paagal-pan kitna zaroori hota hey… yaqeen nahi aata to KKF sey pooc lijeeye…wesey KKF harkateiN deikh ke bhi aap ko meri baat pe yaqeen nahi aata???
Re: Timepaas
Sugar kee fikar na karein, extra doh kha loon ga. ![]()
Re: Timepaas
ehsan bhai aap ko deikh kar sab bhaag gaey ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
AOA everyone ![]()
Re: Timepaas
wa’laikum assalaam,kia Haal chaal haiN? ![]()
Re: Timepaas
salam ![]()
Re: Timepaas
sb jite rahien khush rahien
Re: Timepaas
kasay hain inno paye?
Re: Timepaas
salaam…how’s every1?
Re: Timepaas
w/salaam… me good good.. thanks … ap kasay hain?
Re: Timepaas
Koi hai? ![]()
Lagta nahin, Chalein
petee hain.
Re: Timepaas
maiN bhii alHamdolillah mast ba baada o jaam e labaa lab huN aur jaam mere liye qahva hai
chai chaahiye? ![]()
Re: Timepaas
Yehi baat aap Urdu meiN likh saktey heiN please? ![]()
Re: Timepaas
Aajao halwa poori ka nashta tayyar hai. ![]()
Re: Timepaas
ehsan bhai aap hamesha dil jalaaney waali baat hi kiuN kartey heiN? ![]()