Timepaas

Re: Timepaas

dekh toh dil kay jaan say uthta hai
yeh dhuaan sa kahan say uthta hai. :D

Re: Timepaas

Bohat aala :lajawab: … ye dhuwaN pooriyoN sey utth raha ho ga :smiley:

Re: Timepaas

ola amigos :chai:

Re: Timepaas

:salam:

Re: Timepaas

w/salaam

Re: Timepaas

:wsalam: Aap kay cake ka kul say intezaar ho raha hai. :hmmm:

Re: Timepaas

:salam: :chai:

Re: Timepaas

ye lijiye… main to thora sa kha lia tha sirf taste karny ke liye :smiley:

http://www.clipartreview.com/_images_300/A_round_cake_with_cups_tea_100924-207537-921009.jpg

:wsalam: sath cake bhi le lain kaheen ap mehroom na reh jain :smiley:

Re: Timepaas

Mujhey poora cake chahiye tha. :naraz:

Re: Timepaas

oh! main to ap ko ye bhi nai keh sakti ke achay bachay zid nai karty :smiley:

Re: Timepaas

Keh dein, kyun kay "abhi toh mein jawan hoon". :D

Re: Timepaas

jawan hain na bacha to nai :smack:

waisy cake ki tareef nai hoi abhi tak :naraz:

Re: Timepaas

cake :lajawab: hai. Maza aa gaya lekin aap kee :chai: kuch thandi thee, maza nahin ayaa. :hehe:

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien
mere pass apna cake hay
balke kesi BHOOKE ko chiaye tu wo b le SAKTA hay :@:

Re: Timepaas

main ne banaya hai cake to acha kese nai hoga :smiley:
aur :chai: next time ap ko milk, tea bag aur sugar ke de kar stove pe bitha don gi phir kafi garam hogi :emmy: :cb:

sab daikh lain IS bhai ne BHOKE aur SAKTA ke words use kiye hain is liye main excluded hon in logon main se :hehe

Re: Timepaas

sb ko nai kesi aik ko e dikhana hay :@:

Re: Timepaas

koi aik :hmmm:
jo main soch rahi hon wo theek hai kia :confused:
agar aisa hai to :eek: very bad :smilestar:

Re: Timepaas

aap na to BHOOKA ho sakti hay aor na e SAKTA :@:

Re: Timepaas

:@:

Re: Timepaas

phir ap ne kis ki baat ki???