Timepaas

Re: Timepaas

:omg: so you are fool and I am great

Re: Timepaas

woh gur walay bhai yaheen hain apni hari writing ke saath

Re: Timepaas

keh sakti heiN aap … wesey meiN ney kabhi takabbur nahi kia :snooty:

Re: Timepaas

Agar wo apni writing ko color karna chorr deiN, aur commas waghera sey jaan churra leiN, to unka aadha waqt bach sakta hey :cb:

Re: Timepaas


**hahaha....

vo jo bechte the bheli-e-guR
vo dukaan apnii baRhaa chuke! :D**

Re: Timepaas

:omg: Gharoor kis baat kaa :wink:

Re: Timepaas

*Yeh jo zeest ka safar hai
Yeh jo raasta hai mera
Tum agar na saath doge
Tau yeh kis tarah katega
Meri soch ki haddoon tak
Yeh gumaan bhi kaise aaya
Koi pal bhi tumhare bina
Bhala kaise beet jaaye
Mere paas tum nahe ho
Meri yaad ke nagar mein
Mere khwaab ke safar mein
Meri soch ki tahhoon tak
Meri aankh ke bhanwar mein
Bas aarzoo tumhari
Is aarzoo se aagay
Koi raasta nahe hai
Tumhein kis qadar hai chaaha
Tumhein yeh pata nahe hai
Mere paas kab nahe ho ...

*

Re: Timepaas

:cb: KKF phir ziada time pass ker saktay hain :cb: and hamari ankhon per reham bhi ho jaaye gaa :cb:

Re: Timepaas

barhaa nahi bhulaa chukay :D

Re: Timepaas

Lagta hey municipality waaloN ney aap ki dukaan band karwa di.... :D

Re: Timepaas

Lekin KKF ko samjhey kon… :smack:

Re: Timepaas

fool hona koi maamooli baat hey? Har kisi ke bas ki baat nahi hey ye :no:

Re: Timepaas


hahaha...ab to aap bhii shaa'irii ke maidaan e jang meN utar aayii haiN...ab to lagtaa hai ham sab ko apni "shaa'irii kaa khokhaa" baRhaanaa paRegaa :)


hehe...band hai magar shutter neeche se zaraa saa koii ek inch khulaa hai...haath Daal ke saudaa maangiye, iA milegaa :D

Re: Timepaas

KKF is a nice guy friends ko bother nahi kertay :smiley: no need to tell him its a free world :@:

Re: Timepaas

kaya saarey pagal shayar bhi hotay hain :cb:

Re: Timepaas

aap apni shayarii ko wusatt dein taa ke ham ghaltiyaan nikaal sakein ;)

Re: Timepaas

paagal hi to shaer hotey heiN :omg:

Re: Timepaas

Yaani aap gurr beich kar hi jaaeiN ge :D

Re: Timepaas

guR ke saath vuR bhii le leN to kal kii chhuTTii kar luuNgaa :smiley:

Re: Timepaas

:smiley: Shayar becharon ki roohon ko taskeen mil rahi hoo gi Pagal kaa khatab de diya :omg: