Re: Timepaas
**ok…chuNk u ko na farsi aati hai na turki so aapko pataa bhii nahiiN chalegaa:
zabaan e UZ is turki e Khaalis
wa man turki na mee daanam**
Re: Timepaas
**ok…chuNk u ko na farsi aati hai na turki so aapko pataa bhii nahiiN chalegaa:
zabaan e UZ is turki e Khaalis
wa man turki na mee daanam**
Re: Timepaas
achaa ab matlab bhi to batao naa ![]()
Re: Timepaas
matlab na poochheN…bahooot buraa hai…agar jaan gaiiN to merii jaan chali jaayegii…ise raaz hii rahne deN ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
Matlab to mein pata chala hi loon gi Farsi hi to hai bholl gai ahi warna abhi pata chal jata ![]()
Walaikum assalaam Jeetay rahein khush rahein ![]()
Re: Timepaas
aap b jiti rahien khush rahien ![]()
Re: Timepaas
hehehe…pataa chal jaaye to mujhe bataa dijiiyegaa taa k maiN raah-e-faraar talaash kar sakuuN ![]()
Re: Timepaas
Itna takleef deh kaam na akrein, buss zara keyboard say duur raha karein. ![]()
Re: Timepaas
Aaj ki taaza KhabaraiN**
Sadaf_0 ne Poetry section k thread ‘‘Bait bazi new Rule Discussion’’ maiN apni aik line se baRh kar Reply kiya aur aik Record qaai’m kiya aaiye sab unko mubarak- baadi daiN :-p
FaaKhta Sahib aadat say majboor Faarsi zubaaN maiN kuch kahtay phirtay nazar aaey …UZ nay apnay ghom-o-ghussay ka Izhaar Ro-dhoh k kiyaa
**
Re: Timepaas
**yeh aap GS kii OFFICIAL REPORTER kab se ban gaiiN?
**
Re: Timepaas
haan mein hoon
Re: Timepaas
aur maiN bhii gaahe ba gaahe jhaaNkne aa jaataa huN ![]()
Re: Timepaas
Ma’shaallah … aek saath do, do azeem logoN ki sohbat mil rahi hey… aaj to bhaag khul gaey hamaarey ![]()
Re: Timepaas
main bhi hoon…
Re: Timepaas
Hello Lamhay…how are you? ![]()
Re: Timepaas
Allah k Fazal o karam se main theek hoon …Ap kaisay hain?
Re: Timepaas
Alhamdolillah… aaj kaafi dinoN baad chakkar laga aap ka…sab kheriat? ![]()
Re: Timepaas
ji aj inspection ka mauka laga…hehheh socha zara GS ki bhi khabar geeri loon …kheriyaat hi kheriyaat hai kyo ap ko laga kheriyaat nahi …![]()
Re: Timepaas
Nahi aesi baat nahi..bas wesey hi kheriat pooch li… nahi poochni chahiye thi? ![]()