Timepaas

Re: Timepaas

:frowning: :naraz:

khanay hain to aa jain jaldi se :@:

jee zaror lekin yahan nai :sshhhh:

Re: Timepaas

:wsalam:
hum sab to theek hain ap sunayen ap kesi hain?

Re: Timepaas

As you wish… lekin hum sab ki best wishes and prayers aap ke saath heiN… anywhere, anytime :slight_smile:

Re: Timepaas

thanks a lot :flowers:

Re: Timepaas

i m off now :bummer: will be back soon inshallah :slight_smile:
Take care
Allah hafiz

Re: Timepaas

Alhamdulillah Sadaf, I am good. :slight_smile:

Re: Timepaas

^ Allah Hafiz :)

Re: Timepaas

IS, baarish meiN nahaaney to nahi chaley gaey aap? :D

Re: Timepaas

Amal aap nay IS ko barsaati maindak samgha huwa hay kiya.. ;)

Re: Timepaas

IS ka yaom-e-bisti chal raha hey aaj :cb:

Re: Timepaas

salaam...kaise mizaaj haiN aap sabhi ke? :D

Re: Timepaas

:wsalam: KKF bhai…mizaaj kesey heiN? :slight_smile:

Re: Timepaas

Umeed hey ab Bait Bazi meiN bhi aap hasb-e-taofeeq nazar aaeiN ge :) ... aap ki suggestion approve ho chuki hey :)

Re: Timepaas

Allah ka karam hai…aap sunaaiye…kia ho rahaa hai? :slight_smile:

shukria janaab…inshaa Allah YES magar Hasb e taufeeq hii as u said :smiley:

Re: Timepaas

AOA everyone :D

Re: Timepaas

wa’laikum assalaam…kaisi haiN? kis zabaan meN poochhuuN? hehe :cb:

Re: Timepaas

:wsalam:

Aap aa gaein, aap ka kya hai, aap toh roz hee aa jatee hain. :slight_smile:

Re: Timepaas

ehsan bhai :salam:

Re: Timepaas

lo :naraz: kaya naa aaon hath per katwaa loon :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

Farsi mein :wink: