Timepaas

Re: Timepaas

**hahaha…haN na..chicken khaane kaa yeh aalam hai to jis din haathii khauauNgaa us din mujhe to koi samajh bhii na paayegaa :omg: :smiley:
**

**hahaha…bilkul, kiuN nahiiN…vahaN aapko taraqqii bhii mil jaayegii…MOD se CM [Channel Manager] banaa diye jaayeNge aur kuchh ba’eed nahiiN Admin bhii banaa deN vo aapko lol. :smiley: **

Re: Timepaas

:crying:

Re: Timepaas

Hum abhi bhi aap ko kon sa samajh paatey heiN :omg:

Re: Timepaas

Theek hey...agar unhoN ney mujhey admin bana dia to wahaaN aek section banaeiN ge "Faakhta" aur us ke leeye meiN aap ko bhi hire kar looN ga... :D

Re: Timepaas

bachchey what happened? parraatha finished? :slight_smile:

Re: Timepaas

jee :crying: 1 hi tha :crying:

Re: Timepaas


han haN, kiuN nahiiN? par ek masalah hai...sawaal yeh uThtaa hai k kia aap merii bhaarii bharkam pagaar de paayeNge...aapko mujhe noToN meN taul kar pay karnaa hogaa...har mahiine :D

Re: Timepaas

AOA everyone :wave:

Re: Timepaas

:wsalam: jiti rahien khush rahien UZ appa

Re: Timepaas

Thank you inno bhaii aap bhi jeetay rahein khush rahein :)

Re: Timepaas

Ameen
and Thanks and welcome UZ appa :-)

Re: Timepaas

Re: Timepaas

Re: Timepaas

Ye Farhat Abbas sahab Timepaas meiN kya kar rahey heiN???? :@:

Re: Timepaas

"Taul" kar aap ko bech to sakta hooN, pagaar nahi dey sakta.... :D

Re: Timepaas

:hehe:

Re: Timepaas

is ko ketey heiN

hu ka aalam

:@:

Re: Timepaas

hmmmm shaied koyal ki kook se khatam ho jaa'ey :)

Re: Timepaas

aur faaKhta kia kare? vo kia maare? :D

Re: Timepaas

bohoo :x2: