Timepaas

Re: Timepaas

phir kya samajh ai???idher to her koi ro raha k koi samajh nai ai :omg:

Re: Timepaas

Aap unki tension na leiN…parrathoN pe focus kareiN :smiley:

Re: Timepaas

kiun tension na lun main b isi mulk main rehti hun ap ko kya ap ka to dubai laga hua hai :cb:

Re: Timepaas

han ji lunch khaa rahaa huN...koii nazar na lagaaye...plz dusrii jaanib dekheN :D

Re: Timepaas

Aap tension ley rahi heiN tabhi to aata itna mehnga ho raha hey…aap zara tension kam kareiN to aatey ka rate neechey aaey :smiley:

Re: Timepaas

lunch banaa kar kha rahey heiN ya shikaar kar ke ? :D

Re: Timepaas


banaane vanaane kaa kaam to bas ghar pe hii hotaa hai...is pinjRe meN to faaKhtii banaatii hai ;) :D

Re: Timepaas

O ho…to faakhti ko gheir hi lia aap ney :cb:

Re: Timepaas

yaar lunch time bhee honay wala hay... hum tu khabbar he nahi hui kam sham main.. KKF kuch bhego ya kum say kum kino he cheel kay day do..

Re: Timepaas

**lo ab badra ghir ke aaye to banda ghir hii jaataa hai…faakHte ko faaKhti ne hii gheraa Daal ke gheraa hai :smiley:
**

**lo ji kar lo baat…to aap mashaa Allah baRii “kaam kaajoo” haiN :smiley:

keeno kaa kia karengii…maiN aapko ek 'adad murGhaa “chheel” ke de detaa huN, aap hamaare liye pakaa deN :D**

Re: Timepaas

yikes.. i am a vegetarian... murghi tum hud khaoo ya moderator sahib ko tul ker bheg do

Re: Timepaas


han tab to aur bhii achchhaa hai...murGhaa teen HissoN meN nahiiN baTegaa...aapke Hisse kaa bhii ham aur Amal khaa jaayenge...aap bas pakaa dijiye :) thankoo :D**

pata hai na k murGhaa is symmetrical lihaza Amal and i will get EXACTLY the samething...except the heart...ham murGhe kaa dil ko kisi murGhii ko de deNge :)**

Re: Timepaas

Really??? :@:

Re: Timepaas

Well i sometimes eat boneless chicken, like once a month but i have never touched sea food and gayee bakra etc.. makes me feel sick... poor gaye and bechara bakra..

kam say kam veg/lentils ko dekh ker yeh tu nahi huta na kay... haye kal tuk yeh chal phir raheen theen...

Re: Timepaas

aap to shudh shaakahaari nikleiN :omg:

Re: Timepaas

bus ji...

Re: Timepaas


aaaaaaaaaaawwwwwwwwww poor lil gaaye and bakra...vaise, agar ham inko na khaayeN to yeh to insaanoN se ziyaada ho jaayeNge to phir yeh hameN khaanaa nahiiN shuru kar denge? :D

Re: Timepaas

Lunch ka asar hona shuru ho gaya hey ;)

Re: Timepaas

Aur ho sakta hey wo apna alag forum bhi shuru kar leiN :omg:

Re: Timepaas

The moo moo and behhhh behhh forum... aap ko wahan bhee mod bana daingay, kaisa?