Timepaas

Re: Timepaas

Mujhey to kisi ney yaad nahi kia yahaaN??? :bummer:

Re: Timepaas

mene kia tha :@: or thorri der baad ankh khul gai :cb:

Re: Timepaas

bhai mujhe paratha khana hai :crying:

Re: Timepaas

kon sa? saada ya qeemey waala??? :slight_smile:

Re: Timepaas

pehle sadaa phir qeeme wala :cb:

Re: Timepaas

aaloo wala :crying:

Re: Timepaas

to banaa lo na, aek apney leeye aur aek merey leeye :omg:

Re: Timepaas

Muskaan meiN ne subha jo bana k diyaa tha :cb:

Assalam-o-Alaikum all :slight_smile:

Re: Timepaas

waddi gal…zabardast :omg:

Re: Timepaas

wa'laikum assalaam aur merii taraf se sabhi ko assalaamo alaikum :) kia Haal haiN sabhi ke? :D

Re: Timepaas

:wsalam: jiti rahien khush rahien

Re: Timepaas

w.slam :blush:
mere khyal main ab raat hai :snooty:

Re: Timepaas

:wsalam:
jite rahien khush rahien
main theak thaak ALLAH ka sukar hay
aap kese hain

Re: Timepaas

Allah ka karam hai aur bhook se be-chain huN :frowning:

Re: Timepaas

u bana do :@:

Re: Timepaas

1 oar bana do :crying:

Re: Timepaas

bohat aala :@:

Re: Timepaas

Aatey ke mehngey hone ki waja samajh aati hey :@:

Re: Timepaas

tu kuch bana k kha lain na :@:

Re: Timepaas

Acha okay kya yaad karo gi :cb: