Timepaas

Re: Timepaas

thansh :@:

Re: Timepaas

how shweeeeeetoooooo…lekin agar mene gher walon k liye b zid ki khana le jane ki to :cb:

Re: Timepaas

Aray yeh tu hamara dastoor hay, jo na ayee uskay liyee dabbay bhar bhar kar khanna bhega jata hay… tussi na daro sohnioo

Re: Timepaas

salaamaat...tussi ki gaal hai ga? sanu fiT faaT :) haal changaa naal te?

Re: Timepaas

phir mene donge wapis nai kerne :shireen:

Re: Timepaas

Yeh kidhaer ki boli hay KKF?

Re: Timepaas

Puttar tusi fikar na keroo.. mainay bhee ice cream kay khali dibay buhat jama kiyee huway hain is naik maqasad kay liyee..

Re: Timepaas


**lo kar lo gaal...Punjabii nahiiN samajhtiiN?

problamaaN yeh honda k:

maiN nu mushkilaan waaliyaan Punjaabiyaan hii aandiyaan so tussii nai samajh sakdiyaaN :D**

Re: Timepaas

mere khyal main jinnati hai..toh intezaar karain k koi jin a k translation ker jaye :cb:

Re: Timepaas

phir toh ap experienced lag rhi hain :cb:

Re: Timepaas

haN na…u ke moHalle kii hai…ab koii vahiiN se aayegaa tab hogaa kaam pooraa :smiley:

Re: Timepaas

hahaha kiya tukra toar jawab diya hay.. luft aa gaya

Re: Timepaas

muhalle wale to shayad late ayen to utni der ap he bismillah ker dain :omg:

Re: Timepaas


hayeN? :o aap ne FREE meN lutf le liyaa? chaliye $10 nikaaliye...$5 fine ke included haiN ;) :D

Re: Timepaas

mana k ap ne meri kachi enjoy ki or itni ki k “lutf” k spelling he bakhair diye :cb:

Re: Timepaas

acha to itni alaa baat pe fine rakh dia :omg:

Re: Timepaas

**maiN ne iimana se abhii bismillah kiyaa thaa naashta karne se pahle :smiley: **

nai nai baba…bhabhii ko dar asl “LUTUF” aayaa thaa jo bigaaR kar “luft” ho gayaa :smiley:

Re: Timepaas

fine ka matlab “zabardast” not jurmaana :slight_smile:

Re: Timepaas

2 shair mil ker yaahaan kaun si ghazal parh rahain hain :D

Re: Timepaas


**do sher? u mean ek sher-e-babbar aur dusraa aam sher? ab yeh dusra aam sher kaun hai?

vaise, Nihal saaHib ko kia ho gayaa k dhaRaa dhaR sho'araa-e-GS pe kisii dusre kii ENGLISH nazmeN post kiye jaa rahe haiN? :D**