Re: Timepaas
Allah ka Karam hay sis ‘‘ji rahey haiN itna hi Ghaneemat hay kis tarah ho rahi hay bassar kuch na poochiyey’’ ![]()
Re: Timepaas
Allah ka Karam hay sis ‘‘ji rahey haiN itna hi Ghaneemat hay kis tarah ho rahi hay bassar kuch na poochiyey’’ ![]()
Re: Timepaas
g allhamdolillah
mera nick to aman ki fakhta hai to main kese kisi se larr sakti hun ![]()
Re: Timepaas
Allah ka Karam hay sis ''ji rahey haiN itna hi Ghaneemat hay kis tarah ho rahi hay bassar kuch na poochiyey'' :D
Oh hoo... kaheen yeh surat-e-haal tu nahi dar'paish aapko
Tumharay baad waisay to sabhi kuch theek hay laykin...
Jahaan tha dill kabhi pehlay , wahaan ab derd rehta hay...
GS per aati jati raha ki jiyee, afaaqa hu ga insha Allah :D
Re: Timepaas
Oh hoo... kaheen yeh surat-e-haal tu nahi dar'paish aapko
Tumharay baad waisay to sabhi kuch theek hay laykin... Jahaan tha dill kabhi pehlay , wahaan ab derd rehta hay...
GS per aati jati raha ki jiyee, afaaqa hu ga insha Allah :D
Good Sheir :D lekiN dard nahiN hay ab :-p
Re: Timepaas
Sadqay jaaon Shazia aapki masoomiyat per…
Re: Timepaas
Good Sheir :D lekiN dard nahiN hay ab :-p
Ayee tay bari changi gal ayee... panadol khayee thee ya paracetamol?
Re: Timepaas
apna ID AKF Rakh laiN ![]()
Re: Timepaas
Ayee tay bari changi gal ayee... panadol khayee thee ya paracetamol?
DiL badaL dala :D
Re: Timepaas
DiL badaL dala :D
Achaa... yeh hunar buhat acha hay, bara-e-meherbani mujhay bhee iskay israr-o-ramoz merehmat fermayaiN.. ashad zaroorat hay ;)
Re: Timepaas
Takleef deh amar hey
I am serious ![]()
Re: Timepaas
She is ill :-(
kaya howa Mus Mus ko :-(
Re: Timepaas
Jiti rahien khush rahien
Re: Timepaas
Acha... aap kehti hain tu manay laitay hain.. aur sunayainn itnay arsay baad Amal ki wajah say saray puranay members daikhnay ko mil rahay hain... khushi huti hay :)
Re: Timepaas
Sadqay jaaon Shazia aapki masoomiyat per...
na plz sadkay na jana...udhar bohat thand hai :@:
Re: Timepaas
Is main thand ka kiya zikr... aa jao me making tight wala nashta...
Re: Timepaas
nai mujhe paen Khalil se nai ralna ![]()
Re: Timepaas
hahaha shazia kiya milaap hay urdu punjabi ka… maza aa gaya
Re: Timepaas
raat k taqreeban 8 bajay nashta
rehne dain Fara iss offer ne he bhook maar di ![]()
Re: Timepaas
Tum anay ki baat kero hum shahi khwan sajwa daingay tumhari khidmat main ![]()
Re: Timepaas
Amal ki wajah se
phir un se kahain k mene un k liye kuch award or tamghay logon se cheen cheen k rakhay hain to wo yad se le jain nai to log apne apne pshaan k le jain ge ![]()