Timepaas

Re: Timepaas

waqi :omg:

Re: Timepaas

subha Amal ain to kehna k iss thread ka naam sirf time pass k bajaye time pass with sundi rakh dain phir roz main or muskaan aya karen ge :shireen:

Re: Timepaas

bhai ko soondiyon se Alergie hai :crying:

Re: Timepaas

bhai na kaha karo…mujhe Ghufoor bhai yad a jate hain jo kaam tamaam kerne main aik minute b nai lagate :cb:

Re: Timepaas

bhai ko ab bhai hi kehte hein :crying:

Re: Timepaas

well said chanda :smilestar: tumhain to joke ki sari samajh a jati hai :frusty:

Re: Timepaas

ap apne ghufoor bhai ko yad na kia karein :omg: :crying:

Re: Timepaas

:yawn:

Re: Timepaas

apke munh me soondi na chali jae :cb:

Re: Timepaas

kher hay chali jaiye suna hay us main bohat protein hote hain :@:

Re: Timepaas

shazia baji ke paas 420 hain aap sari kha lo :@:

Re: Timepaas

main samja u said shazia baji 420 hain :stuck_out_tongue: :omg:
nai hafte main aik theak rehti hain warna banda zaida mota ho jata hay :@:

Re: Timepaas

mein aesi fuzool bat nai kahti kisi ko b ,:crying:

Re: Timepaas

bhi main ne kab kaha k u ne kaha
main ne tu ye kaha k main samja
:@:

Re: Timepaas

kaha to hai u ne :crying:

Re: Timepaas

main ne kaha nai balke main aisa samja :emmy:

Re: Timepaas

ab u baat ka batangher na banoo :smilestar:

Re: Timepaas

Raita bana loon kia :@:

Re: Timepaas

haaan bana lo
esi bahane koi kaam tu karoo gi :@:

Re: Timepaas

:crying: