Timepaas

Re: Timepaas

slam all :blush:

Re: Timepaas

:wsalam: Shazia ji… how are you today?

Re: Timepaas

:wave:

Re: Timepaas

aap aa rahi heiN ya jaa rahi heiN??? :cb:

Re: Timepaas

yahaaN kya chal raha hay :-d

Re: Timepaas

allhamdolilah aj b theek :blush:

Re: Timepaas

main bataon???aloo matar ki tarkeeb…bohat mushkil dish hai ye,shayad koi sikha day :blush:

Re: Timepaas

matar gir gae shazia baje wo dekho na room se bahir b ja rahe :crying:

Re: Timepaas

wo jo bahar ja rhe hain wo matar nhi sundiyan hain chanda :smilestar:

Re: Timepaas

ap wo kha kio rahe theen par :@: :crying:

Re: Timepaas

nhi chanda khane ki bat kis ne ki…wo to mene pali hui hain,zara hawa khori k liye bahar nikaali thin :cb:

Re: Timepaas

soondian soti kahan hai wese :@:

Re: Timepaas

mene apne qamre main fe sundi aik bed lagaya hua hai :@: haye kya hospital sa mahol lagta hai :omg:

Re: Timepaas

kitne bed hai total :crying:

Re: Timepaas

420 :omg:

Re: Timepaas

soondion ko maarne ki medicine bhejoon :blush:

Re: Timepaas

na bhejna…barri ronaq lagi hui hai :cb:

Re: Timepaas

mujhe 1 de dein uspe tajerba hi kar loon :@:

Re: Timepaas

sciece daan to tum ne phir b nai ban-na or meri sundi awain jan se hath dho baithe gi toh sorry :barbie:

Re: Timepaas

:crying: theek hai ab me se baat nai karna :crying: