Timepaas

Re: Timepaas

ab kaya howa
kaam ka sun k e rona start kar diya :emmy:

Re: Timepaas

nahi :teary2:

Re: Timepaas

MM thora hans bhi diya karo :cb:

Re: Timepaas

meri hunsi boht achi hai isliye nahi hunsna :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

kaya nai :emmy:

Re: Timepaas

:salam: UZ Appi :waves:

Re: Timepaas

Mein ney hunsany ko nahi hasney ko kaha hai :chai:
Dekho aaj tum ney IS ko bhi ghussa dila diya kher manao :smiley:

Re: Timepaas

Wassalaam Inno bhai :wave: How r u??

Re: Timepaas

dant kio rahe :crying:

Re: Timepaas

Jiti rahien khush rahien
main theak thaak ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain

cz u har waqt roti rehti
koi kaam nai karti
:emmy:

Re: Timepaas

mein bhi theek hoon aap bhi jeetay rahoi and khush raho honey wali biwi ke sath :p

Re: Timepaas

:teary2: me ab nai aon gi :naraz:

Re: Timepaas

hanstey hanstey aaya karo and rotay rotay jaya karo :bummer:

Re: Timepaas

yani u chahti hain k main NOV tak khush na rahoon :hoonh:

sachi :yahoo:

Re: Timepaas

Aap November tak achi tarah khush rahein shaadi ke baad aur tarah ki khushi hoti ahi :wink:

Re: Timepaas

ar terha ki matlb :bummer: tension wali khushi :hoonh:

Re: Timepaas

mein to wife hoon kabhi yeh keh hi nahi sakti tension wali khushi :smiley:

Re: Timepaas

lolz
aap ne kaha b nai ar keh b diya :@:

Re: Timepaas

IS and UZ, is sey bhi kuch chotta nick nahi soojha aap logoN ko? :D

Re: Timepaas

Amal my nick used to be very long and now I made it small ;)