Timepaas

Re: Timepaas

wuh bagaR bili hay :cb: kaesay aaey gi meiN ne paRhney k leeye biThaya huwa hay :-d

Re: Timepaas

bagar roni billi hay wo :@:
bohat acha kiya hay aap ne :@:
and use :asa:

Re: Timepaas

maarna nahiN hay usski tabiyat kuch theek nahiN :nono:

Re: Timepaas

darane k laiye rakh lain ar jb tabiyat theak ho gai tab aik aaad laga b daina aap :@:

Re: Timepaas

nahi nahi :-)

Re: Timepaas

main tu bas ye daikh raha tha k aap waqi e use maarne k liaye razi tu nai ho jain gi :@:

Re: Timepaas

No , Never , Itni masoom si hay issliye noway :-d

ussko bhejti huuN ronay k leeye :cb:

Re: Timepaas

salaam...aaj amal, UZ, MM kahaN haiN?

Re: Timepaas

tum ney pukaara aur...hum chaley aaey.... :D

Re: Timepaas

kuch zaida e masoom hay hamri chanda :@:

nai ye saza mujhe koi inayat kar rahi hain aap


Restored attachments:

shv.gif

Re: Timepaas

Koi Darwaazey pe hay Amal ji :cb:

Re: Timepaas

walikam salam
jite rahien khush rahien
AMAL bhai tu yai hain
baqi b ate e hon ge aap baithian aram se chai wai piaye itni dair :@:

Re: Timepaas

MM abhi paRh rahi hay :-d

Aap ko Saza ki Ashad Zaroorat hay :-p

Re: Timepaas

kon hey dawazey pe??? andar aa jao… :slight_smile:

Re: Timepaas

saza NOV main mil rahi hay mujhe :@:

Re: Timepaas


kia paRh rahii haiN aur aapko kaise pataa? kia taakaa jhaaNkii karing? :D

Re: Timepaas

Khalil bhai kesey heiN aap? Aur Faakhta bhabi kesi heiN? :D

Re: Timepaas

MM ne khabar de di thi :-p

meiN ne hi PaRhney biThaya hay ussay :slight_smile:

Faqeer na ho :cb:

Re: Timepaas


lo ji, kar lo baat...ab faaKhtah kaise bhabhi ho saktaa hai? :D

Re: Timepaas

HameiN pata hey, aap unhey pyaar sey faakhta kehtey heiN ;)