Timepaas

Re: Timepaas

nothing much Gul--eTasbeeH...abhi to ibtidaa e guft o shuneed hai :)

Re: Timepaas

Aadaab Arz hay :-)

Re: Timepaas

wa'laikum aadaab arz hai :D

Re: Timepaas

Salam arz hay :-)

Re: Timepaas

Time pass :@:

Re: Timepaas

kya haal hay bhai :-d aap ki doosri sis naraz hay kah rahi hay message foran fwd karooN :cb:

Re: Timepaas

main theak thaak ALLAH ka sukar hay
aap dakiya ka role ada kar rahi hain kaya :stuck_out_tongue:
mera msg de dain k cholo acha hay kuch din rone wali smiley se jaan choot jaiye gi :@:

wese naraz kyo hay
main ne tu kabi us ko danta b nai :@:

Re: Timepaas

Lo kar lo baat daanTa tou tha :-p

Re: Timepaas

mian ne tu nai danta
mujhe tu dantna ata e nai
:@:

Re: Timepaas

maara hoga ? :-d

Re: Timepaas

aisi qismat kaha :@:

Re: Timepaas

sb kaha hain aaj

http://bestsmileys.com/silly/1.gif

Re: Timepaas

Sab apnay apnay gharoN meiN haiN :-p

Re: Timepaas

GS b tu ik ghar hay na yaha per koi kyo nai hay :crying:

Re: Timepaas

IS, what's up buddy? :)

Re: Timepaas

kuch nai bas bore ho raha hon
aor song sun raha hon aor GS per posting :@:

Re: Timepaas

Kon sa song sun rahey ho?

Re: Timepaas

different hain
like atif and hadiqa --- aas paas
A.R.Rehman --- Dil se re
ishiqya movie ka jo post b kiya tha GS per

Re: Timepaas

yahaN bhao hay is leeye :-p

Re: Timepaas

nai bhaoo aaj nai ai :@: