Timepaas

Re: Timepaas

MM ko GEO NEWS ki team main hona chiaye

Re: Timepaas

Faqeer huwa to kuch dey kar hi jaey ga Timepaas waloN ko :omg:

Re: Timepaas

lolz
koi cake shake mil sakta hay kaya :@:

Re: Timepaas

GS news meiN hay :-d

MM ka rona :cb:

Re: Timepaas

Agar to wo kisi achey area sey maang kar aa raha hey to yaqeenan mil sakta hey :smiley:

In any case, wo idhar to doobaara kabhi nahi aaey ga :omg:

Re: Timepaas

kaya sirf rone wali news team tu nai bana rakhi us ne :@:

Re: Timepaas

MM ko pata hey ke aap us ki waat laga rahi ho??? :D

Re: Timepaas

maloom nahiN :-p

haha nahiN wuh ooper waaley room meiN study kar rahi hay :cb:

Re: Timepaas

acha area matlb **Household Affairs and Cuisine corner **ya Wedding :@:

Re: Timepaas

aap Mus Mus ki head ho aap ko tu maloom hona chiaye na :@:

Re: Timepaas

Uss ka Head khali hay :cb:

Re: Timepaas

**Lateefa
**

**Rana or American Siri paye kha rahe thay.
American k hath me bakray ki zaban aagai.
American: Wats this?
Rana : Lo dasso
o khotaiya “This is Language…

:rotfl:
**

Re: Timepaas

wo tu mujhe pata hay already :@: head k muaamle main ham dono aik jaise hain :@:

Re: Timepaas

:hehe:

Re: Timepaas

:hehe:

Re: Timepaas

^ In logoN ney aap ko yehi bataya hey ke unka area acha hey??? :D

Re: Timepaas

nai main kabi us area main kabi gaya nai is laiye mai ne socha k shayad wo area zaida acha hay :@: :omg: :@:

Re: Timepaas

hayeN? :o to, aapkii ta’reef? unko kis Haq se biThaayaa hai u ne? :smiley:

nahiiN jii, aisaa nahiiN hai…maiN ne nahiiN kahaa aisaa kabhii…maiN kahtaa to faaKhta na kahtaa bal k “faaKhtii” kahtaa…ab merii urdu innii bhii nahiiN k mu’annas ko muzakkar banaa detaa :omg:

Re: Timepaas

Khalil bhai aap to gaib hi ho jaaey heiN :(

Re: Timepaas

bas apney number baarrhatey heiN :slight_smile: