Timepaas

Re: Timepaas

lo ji, sher kaa naam liyaa aur sher aa gayaa :D salaam...kaisi ho? :)

Re: Timepaas

wsalam theek ap sunao ap kahan se sher a gaye fakhta b :p

Re: Timepaas


sher pe sher pe ho ke ho ke sawar
aayaa hai phir faaKhta yaar :)

Re: Timepaas

:wave:

Re: Timepaas

hello Inno paye.. kasayh ain?

Re: Timepaas

:salam: Goooooooooood Maaaarrrrrnnnnnning Aein :chai: pein.

Re: Timepaas

:salam:
main theak ALLAH ka sukar hay
aap kesi ho

:wsalam: jite rahien khush rahien

Re: Timepaas

:salam:

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien

Re: Timepaas

IS bhai kesey heiN? Aaj kal khoob baarishoN ke mazey ley rahey heiN... :)

Re: Timepaas

main theak thaak ALLAH ka sukar hay
aor barishien lahore main ho rahi hai

aap kese hain

Re: Timepaas

:salam:

Kaisah guzrahan time yaham saab ka?

main kuch yun bhi tha es zid main wo q hai kisi or ka…

or wo es zid main thy main hu jao kisi or kaa…

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien
kese hian aap

Re: Timepaas

Allhamdu Lillah

Aap apnee sunaye kaisa hain mizaaj.

Jag walley melay yarro thoree der dien… :whistling:

Re: Timepaas

main theak
ALLAH ka sukar hay
aap ne abi tak apna nick change nai karwaya :@:

Re: Timepaas

Jee maaf karna, nick ke baray main baath kee hain lekin abee jawab naheen aya... insha-Allah jad faisla howga... waissay aap kee merbanee hain yaad dilanay kee aur agar aap koy humarray naaye nick ke baray main koy arz ho tho farmaiyen?

Re: Timepaas

Chalien wish u all the best :smiley:
us din farmaya tu tha na :sid:

Re: Timepaas

Jee haan yaad agaya bohat shukriya :D

Re: Timepaas

is main sukriya ki kaya baat hay :woho:

Re: Timepaas

Chalo choro yaar… :woho: