Re: Timepaas
Koi hay?
Re: Timepaas
Koi hay?
Re: Timepaas
ham haiN...magar ham kaale haiN...lol...salaam...kia Haal haiN? :D
Re: Timepaas
Main theek.. aap nay kiya kaha aap kiya haiN?
Re: Timepaas
maiN kaalaa huN...jaise kaalaa naag, jaise koyal bhujang, jaise kaalaa teetar :D AAP?
Re: Timepaas
Main tu fara he hooN...
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
ws ehsan bhai... how goes it?
Re: Timepaas
Main tu fara he hooN...
tab Theek hai...kia hoing? mild mausam enjoying? :)
Re: Timepaas
nah not really... not feeling too well today
Re: Timepaas
nah not really... not feeling too well today
oh oh...under the weather again? :( get well soon plz...have plenty of rest and fluids. iA, u'll be fine by tomorrow. :D
Re: Timepaas
thanks :)
Re: Timepaas
welcome...weekend kaisa guzraa? :D
Re: Timepaas
boring... wasn't well...
Re: Timepaas
boring... wasn't well...
*oh oh...:D ghar pe akeli to nahiiN haiN? koii teemaardaar hai na? *
Re: Timepaas
No :(
Re: Timepaas
oh oh :( nannhii sii jana us pe beemaar...kuchh kijiye...hubby ko fone kar ke bulvaa lijiye...koi to ho na teemaar-daarii ke liye...:D
Re: Timepaas
aap sub log hain na.. yahan bhee dil behal jata hay
Re: Timepaas
haN, so to hai par Khidmat-gaarii to ham long-distance se nahiiN kar sakte…koi remote-controlled robot hotaa to ahm zaroor madad karte hehehe ![]()
Re: Timepaas
Agar anjaane mein ho jaye koi us se khata
Tau de mujhe uski saza yeh maangta hoon
Agar lag jaye koi gham usko ya hojaye woh pareshaan
Tau mere haq mein woh saari takleefain maangta hoon
Ay Khuda mere mehboob ko gham se door rakhna
Din raat uske saare gham maangta hoon
Woh ho hamesha kamyaab uski har khwahish ho poori
Bas yeh chaahata hoon aur uski khushi maangta hoon
Mein jaanta hon ke woh meri nahe hai lekin
Mein hamesha Khuda se us ka saath maangta hoon
*
Re: Timepaas
Kamre ke ander ka manzar aankhain aansoo aur dua ...
*