Timepaas

Re: Timepaas

w.slam :blush:

Re: Timepaas

lagta hai paen ja rhe hain :cb: aj phir haath hilatay reh gay or bus nikal gai :omg:

Re: Timepaas

jb koi ho ga e nai tu jane ya hath hilana ka ik e matlb hota hay :@:

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien kese hain aap

Re: Timepaas

teesra matlab jo mere zehan main aya hai wo barra zalim hai..kahin chapairr to nai :cb:

Re: Timepaas

:salam: kaisay hain aap sub?

Re: Timepaas

w/salaam fara... mai to achi ho .. ap kasi hain?

Re: Timepaas

salaam...kaise haiN sab? :D

Re: Timepaas

wsalaam.. Mujhay sub ka pata nahi :snooty:
lakin mai to bohat hi acchi ho :blush:

Re: Timepaas

Mubarak hu subko match jeetnay ki...

Re: Timepaas

mashaa Allah…yeh baat aaiine meN dekh kar bataayii hai yaa Khud se poochh kar :cb:

Re: Timepaas


aapko bhii mubaarak ho magar it was sooo closeeeeeeeeeeee!!!!! it could have gone the other way very easily :D

Re: Timepaas

Ussi ka tu maza hay :)

Re: Timepaas

yess yess... ap ko bhi fara :)

Re: Timepaas

khud pochnay ki zaroorat nahi .. aur aina subha subha jhoot bolta hai :hehe:

Re: Timepaas

Kaisi hu shab...

Re: Timepaas

bohat acchi fara.. ap sunaiye kya horha?

Re: Timepaas

waah…vaise, meraa aiinaa TooT jaataa hai…magar kiuN? yeh raaz hai :smiley:

maiN shab nahiiN magar huN maiN bhii bahooot achchhaa…maashaa Allah :smiley: hehe

Re: Timepaas

Main tu bilkul theek thak, alhamdulillah.. ammi say skype per baat cheet hu rahi hay!

Re: Timepaas

Aapkaisay haiN KKF? weekend kaisaguzar raha hay...