Timepaas

Re: Timepaas

kaun saa comment mujhe nazar nahi aa raha :no:

Re: Timepaas

Theek hain aap sunao :d

Re: Timepaas

hamaray sab ke to theek hain :D

Re: Timepaas

*Allah ka karam hai, aHsaan hai :) aaj to thak gayaa baba ji *:(

Re: Timepaas

Check the waleed thread. :omg:

Re: Timepaas

Mein baba ji nahi jo aap ko taveez doon baji kaha jaa sakta hai mujhe :naak:

Re: Timepaas

Check the answer :chai:

Re: Timepaas

salam :wave:

Re: Timepaas

w salaam...aaiye aaiye S-e-H ... kia Haal aHvaal haiN? :D

Re: Timepaas

aye kya mai to agaye :rolleyes: .. achi nahi ho .. qaid mai hai bulbul jasi feeling horahi :crying:

Re: Timepaas

Toh pinjra tor dein aur urr jayein. :smiley:

Re: Timepaas

oh oh…kisko Haal chaal poochh ke chheR diyaa…saiyaad ko bhejuuN kia? :cb: huaa kia? :smiley:

Re: Timepaas

Wassalaam shab :)

Re: Timepaas


shab to haiN nahiiN...unke liye koi msg ho to leave it after the beep :D

Re: Timepaas

Chalein ab aap to hain naa ;)

Re: Timepaas


2 hours ke ba'd jawaab milaa hai :D waah ji, waah! :D faSHHHHHHHHHTTTTTTTTTTT service-aaN hondiyaaN na? :D

Re: Timepaas

Pakistanis ki hamesha fast hi service hoti hai :snooty:

Re: Timepaas

Pakistan kii yaa Pakistani kii? hehe…par sone pe suhaaga yeh k aap Pakistani bhi haiN aur amrikan bhii :smiley: ab to honii hii honii hai zabardast service :smiley:

Re: Timepaas

:waves:

Re: Timepaas

:salam: