Re: Timepaas
Ji bas kabhi garoor nahi kia hum ney ![]()
Re: Timepaas
Ji bas kabhi garoor nahi kia hum ney ![]()
Re: Timepaas
Masha Allah dhitayee ki hudd hay…
Re: Timepaas
assalaamo alaikum yaa Habibi ![]()
Re: Timepaas
Nahi ye to hamaari miyaana-rawi hey ![]()
Re: Timepaas
Shu ahbaar azizi?
Re: Timepaas
Pakistaniyaat kay kitnay teeqay lagay thay bachpan maiN…
Re: Timepaas
rag, rag meiN Pakistaniyat bhari hui hey… Ma’shaallah sey khud’kafeel heiN hum log ![]()
Re: Timepaas
W’assalam KKF.. kaisay mizaaj haiN.. subho kay storm kay liyee tayyar haiN na phir?
Re: Timepaas
Abb is per maiN kiya kahoon.. Allah Pak apkay haal per reham fermayaiN ![]()
Re: Timepaas
Bas duwaaoN meiN yaad rakhye ga…phir deikhye hum kahaN, kahaN apney jhandey gaarrtey heiN ![]()
Re: Timepaas
Jo garay huway haiN woh theek ker laiN pehlay.. ![]()
Re: Timepaas
Uski tension nahi hey hameiN…hum aagey deikhtey heiN…you know… forwarding-looking log heiN ![]()
Re: Timepaas
Aur konsi qayamataiN reh gayeeiN haiN dhani:
Re: Timepaas
**SitaaroN sey aagey jahaaN aur bhi heiN
abhi ishq ke imtihaaN aur bhi heiN **![]()
Re: Timepaas
lagta hay
cherdh gayee hay aapko ![]()
Re: Timepaas
fara ji shub shub boleiN subha subha… :nono:
Re: Timepaas
storm? mujhe to koi Khabar bhii nahiiN…aane deN, dekh lenge ![]()
Re: Timepaas
Storm hey, faakhta nahi hey jo deikh leiN ge … ![]()
Re: Timepaas
Acha… app masha Allah itnay charged haiN do do thread khol deeN haiN.. mainay socha such much
chardh gayee hay!
Re: Timepaas
maiN Allah na kare faaKhtii ke hote huye faaKhta dekhuN
aane deN…vaise ziyaada nahiiN aayegaa storm…itnii to girtii rahtii hai ![]()