Timepaas

Re: Timepaas

Muskaan how are you? exam kesa huwa?

Re: Timepaas

bhai m ok thankss
how are you ?
exam thek ho gea tha

Re: Timepaas

Pakki baat hey na? :@:

Re: Timepaas

Khamoshi kay waqfooN maiN.. baat toote jati hay, aur sira nahi milta...

Itti khamoshi..

Re: Timepaas

hmmm hmmm

Re: Timepaas

Koyal aap koyal hain ya humming bird? :D

Re: Timepaas

2 in 1 :p

Re: Timepaas

achaaaaaaa.. aap kub say weeley hu gayeN...

Re: Timepaas

salaamaat...kaise haiN sabhii Haazireen e maHfil? :D

Re: Timepaas

jab se ap k poltryform main ana shuro kia :p

Re: Timepaas

Acha... apko kiya paish kerooN murghi ya anda?

Re: Timepaas

sonay ka time hai. shab ba khair. :wave:

Re: Timepaas

Anyone? :(

Re: Timepaas

Pata nahi hay Ehsan bhai sub ko sonay ka bol ker gayee haiN :P

Re: Timepaas

Ehsan bhai great aadmi heiN...rest pe ziaada yaqeen rakhtey heiN :D

Re: Timepaas

Aap ka tu khud he yahi kehna hay kay Kaam Jawaan Ki Moat Hay.. aap bhee inhi ki party kay haiN :p

Re: Timepaas

ab aap ke uthnay and hamaray sonay kaa time hai :smiley:

Re: Timepaas

But abhi nahi abhi to khali 8:20 pm hoay hain :D

Re: Timepaas

Pakistani after all :D

Re: Timepaas

Allah nazar-e-bud say bachayee ;)