Timepaas

Re: Timepaas

tussi ayee check kero

http://www.theweathernetwork.com/news/storm_watch_stories3&stormfile=snow_storm_targets_southern__230211?ref=ccbox_homepage_topstories

Re: Timepaas

I am hating it now.. thori bhee zehar lagri hay :(

Re: Timepaas

thankoo for the info…yeh storm develope kar rahaa hai as we speak so it may dump a lot more than they say it will…shaayad 20+ cm gire…chalen kal FREE kii chhuTTii manaa lenGe :smiley:

Re: Timepaas

Aap logoN ki maojeiN heiN :)

Re: Timepaas


maujaaN kahaaN...shaam ko barf jo saaf karnii hogii :( kaash Canada men bhii ham zameendaar hote to yeh kaam koi aur kartaa :D

Re: Timepaas

Canada pe yalghaar kareiN aur fateh kar lein isey...uske baad maojaaeiN hi maojeiN :D

Re: Timepaas

I can't :( pehlay he is haftay do daffa hum naheeN gayee

Re: Timepaas

fara ji chalawey ke baarey meiN suna hey kabhi aap ney? :bummer:

Re: Timepaas

Lagta hay aap uss say kafi muta'sir haiN.. jubhi ghayab hu jatay haiN chalawey ki terhaaN ;)

Re: Timepaas

meiN KKF ki baat kar raha tha :smack:

Re: Timepaas

Apnay gareeban main bhee jhank liya kerain :chai:

woh masoom tu gajar ka halwa chappar kernay jatay haiN chupkay chupkay bhabhi say dar dar kay…

Re: Timepaas

:teary1: … huwey tum dost jis ke… :cryb:

:omg: x 100,000 billion = :konfused:

Re: Timepaas

**yalGhaar fil-waqt to barf kii hai hamaarii munDeroN pe :frowning:
**

han na…ham haRtaal pe jaate haiN :smiley:

hehehe…Allah aapke munh men ghee shakkar Daale…is hafte NO gaajar kaa Halwaa…Bhaabhii ne taale chaabhii meN rakkhaa huaa hai…Hitler jo haiN :frowning:

**mujh se bahtar meraa charcha hai k us maHfil emN hai :smiley:
**

Re: Timepaas

:yawn:

Re: Timepaas

ye raat wali jamai hai k subha ki :cb:

Re: Timepaas

AA jaein sonay say pehlay nashta ker lein.

:salam: :chai: ka time ho gaya.

Re: Timepaas

w.slam :blush: sorry mujhe mana hai :sid:

Re: Timepaas

Jummah ka time ho gya idhar

:sid:

Re: Timepaas

hairat hai k death valley main b jumma hota hai :cb: toh phir kahan parrhte ho..qabristaan main :cb:

Re: Timepaas

Masjid mein perhata hon :emmy: