Re: Timepaas
w assalam gul.. kaisi haiN
Allah ka karam hai...aap k mizaaj kaisay haiN?
Re: Timepaas
w assalam gul.. kaisi haiN
Allah ka karam hai...aap k mizaaj kaisay haiN?
Re: Timepaas
nai mujhe ghayab hone wala mantar kafi din pehle ka bhool gaya hai,isliye hazir
bakion ka nai pata…shayad sab ne samri jadugar ki tution rakh li hai ![]()
Re: Timepaas
^ acha ji.. kaisi hu aap?
Re: Timepaas
^ acha ji.. kaisi hu aap?
mujh se poocha???not feelin good...munh main itna barra chala bana hua hai :(
Re: Timepaas
aww poor u.. abb? doc kay pass jao na and put honey on it, shabash jaldi lagao. Honey works wonders.
Re: Timepaas
aww poor u.. abb? doc kay pass jao na and put honey on it, shabash jaldi lagao. Honey works wonders.
wao its a sweet idea werna itni karrvi dwai lagana parrti hai k merne wali ho jati hun..thanx apa :)
Re: Timepaas
No probs :)
Re: Timepaas
mere khyal main hamain ye guftagoo widup ker deni chahiye..kesa clinic clinic sa mahol ban gaya hai ![]()
Re: Timepaas
Acha... chalo koi aur baat kero...
Re: Timepaas
toh phir aj sab ko tracter bana sikhate hain…poetry k sath sath koi hunar b seekh lain ge saray ![]()
Re: Timepaas
**salaam…kaisi haiN ladies? ![]()
hunar kia yeh kam hai…hunar “makkhii” aur “jhak” maarne kaa…kis kis ko pataa hai k jhak kia hotaa hai? kise kahte haiN jhak? its a serious Q
**
Re: Timepaas
w.salam,
its v simple paen jo main or sab time pas mai marte hain wo shayad yahi hoti hai
or ye ladies kisay kaha???m a girl ![]()
Re: Timepaas
maiN to test kar rahaa thaa…
mere apne hii tareeqe haiN andar kii Khabar nikaalne ke
jhak vaise Hindi meN machhli ko kahte haiN…machhli kaTiyaa Daal ke phaNsaanaa bahoooot boring aur slow process hai is liye kahte haiN k “yaar jhak maar rahe haiN aur kia” ![]()
Re: Timepaas
wailay loG :p
Re: Timepaas
ahan…impressed by the info…sriously mujhe nhi pata tha..ab shayad chain se jan nikal jaye
isi khushi main ap meri jaidaad k waris ![]()
Re: Timepaas
oh tasreef rakhye wazeer-e-kaam tamam ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
hahaha…jaaidaad kitni baRii hai? ek waqt kii roTii mil sakegii use bech kar yaa saarii zindagii ghar baiTh ke khaa saktaa huN? vaise, Halaku family se ta’alluq hai k jab dekho tab “maaraa maarii” kii baat karing?
![]()
wazeeran-e-kaam-tamaam ![]()
**rote huye W salaam **![]()
Re: Timepaas
[quote=““Khalil KhaaN FaaKhta””]
**rote huye W salaam **![]()
[/quote]
nai to