Timepaas

Re: Timepaas

w salaam…
meraa aayaa rona bachchaa :cb:

Re: Timepaas

:blush:

Re: Timepaas

Aap rotee howee achee lagtee hain. :hehe:

:salam: subah subah :chai: ho jaye. :cobra:

Re: Timepaas

ap b bes ghusse me hi ache lagte ::crying:

:wsalam:

Re: Timepaas

konsi copy???hisaab wali???phir rehne dain…meri ammi ne doodh wale ka hisaab likhwa likwa k mujhe munchi bana dia hai :aj:

Re: Timepaas

Aap kee posts dekh ker :mad: toh aata hee hai.

Re: Timepaas

acha kerte hain…jo kaam na mumkin hai us main kiun hath dalain…main b kal chand pe jarhi hun kiunke tumhain chup karane se kafi asan hai :smilestar:

Re: Timepaas

mene to kabhi koi ghalat bat nai ki paen..main dar gaee :frowning:

Re: Timepaas

Theek hai…maiN us copy ko jalaa kar do waqt kii chai banaa luuNgaa angeeThii pe…mere abba Huzoor ne apnaa bahooot saaraa kalaam aise hii jalvaa diyaa thaa :smiley:

Re: Timepaas

Aap say toh kaha hee nahin. :D

Re: Timepaas

haaaaaaaaaaaaaaaaw jala dia…un ko chahiye tha neeche likh dete by kkf or adhi qeemat pe baich dete :omg:

Re: Timepaas

oooooops sorry :sid:

Re: Timepaas

tab to maiN unke kalaam kii zad meN aataa hii nahiiN thaa…jahan vo apni poThee kholte maiN 9-2-11 ho letaa…kaash us waqt baiTh jaayaa kartaa :frowning:

Re: Timepaas

ye to buht khushi ki bat hai isi khushi me ho jai phir :crying:

mere leye udhr ki mati ,pani soondian lete ana :crying:

Re: Timepaas

9.2.11 ye ap ki date of birth hai???oops guzar gai…happy belated birthday :omg:

Re: Timepaas

chanda jin cheezon ka naam lia hai wo to yahan se b mil jati hain…han main apni jan k liye kuch khalaee majhlooq zarur le aon gi,shayad wo chup kerwane k kaam a jaye :cb:

Re: Timepaas

:salam: Dostoon …

Kahaan gayyab hain sab ???

Re: Timepaas

Wassalam Arif. How are you? Lagta hay sub he ghayab haiN...

Re: Timepaas

Assalam-o-Alaikum...

Re: Timepaas

w assalam gul.. kaisi haiN