Timepaas

Re: Timepaas

Its not suuna its neela asaman so gaya :smiley: Sorry :blush: kaam sey jana para

Re: Timepaas

koi hai bhi yahaan :D

Re: Timepaas

han ji aaiye…yesss…it waas neelaa aasmaaN so gayaa…maiN to grey sky pe hii so gayaa thaa :cb:

Re: Timepaas

And mein andheray mein bhi nahi so rahi :wink:

Re: Timepaas

kiuN ji? Dar lag rahaa hai? bhoot nath ko bulaauuN kia? :cb:

Re: Timepaas

aaj mein ne fb per eik video dekhi exorcism ki :crying: Koi dekh lay to raat bhar neend naa aaye :crying:

Re: Timepaas

OK KKF time to go now :( I am sleepy even woh draowni video bhi nahi mujhe dara saki :D

Re: Timepaas


hahaha...Daraanewaale Khud dar gaye...haN sure...raat kaafii ho gaii...take care...shab ba Khair :) Allah Haafiz :D

Re: Timepaas

Mai ho na :chai:

Re: Timepaas

main b :blush:

Re: Timepaas

maiN nahiN huN :D

Re: Timepaas

toh phir jawab kese dia..haeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee main dar gai :e6:

Re: Timepaas

maiN ne kab jawaab diyaa? me ko Daraaiye nahiiN bas plzzzzzzzzzzzzzz :cb:

Re: Timepaas

ap ko kab daraya,wo to main dar gae…aise haeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeeee :e6:

Re: Timepaas

**is Darne Daraane pe yeh fil-badeeh she’r ho gayaa :smiley: mulaaHizah farmaaiye:

Dar Dar ke vo yeh kahte haiN, haaye maiN Dar gaii
Dar Dar ke maiN yeh kahne lagaa tum kiuN Dar gaiiN?**

Re: Timepaas

:salam: :crying:

Re: Timepaas

wah wah bohat alaa…kitab chapwain :smilestar:

Re: Timepaas

wah bhai wah aj to baji ka hans mukh bacha b a gaya…sadkay jaon mere baad kisi ne chup nai karwaya???acha kiya :omg:

Re: Timepaas

abhii sone jaaying…sote huye Khowaab meN chhapwaa luuNgaa :smiley: kal ek copy mil jaayegii :cb:

Re: Timepaas

:blush:

koi himet hi nai karta me ko chup karane ki :crying: