Timepaas

Re: Timepaas

ye koyal k leay nahi tha KKF k leay tha :hoonh:

Re: Timepaas

ras malaaii....aaha...kya yaad karwa dia aap ney :(

Re: Timepaas


in'aam meN kia milegaa? ;)** "faaKhtii" milegii? ;) **

Re: Timepaas

ap wailay banday me Job pe bethi :(

Re: Timepaas

Ajji woh dabbay kay dabbay saaf ker jatay hain aap candy ki baat kertay hain…

Re: Timepaas

ab ham sab yahaN dost hii to haiN is liye meraa kia teraa kia? :smiley:

Re: Timepaas

Fakhti ko choraiN, parindooN ki aur bhee qayeeiN qismaaiN haiN.. aap kisi cheel say dosti kyun na kar laitay..

phir apka nick huga Khalil Khan Cheela... aha ahaa.. wah wah

Re: Timepaas

Baat to sach hey magar baat hey ruswaai ki :cb:

Re: Timepaas

Ye to Khalil bhai ka fun hey ... Ma'shaallah barrey ba'salaahiyat insaan heiN :D

Re: Timepaas

**lol hahahaha :omg: aur agar kabootarii se kar letaa yaarii to “Khalil KhaN :GhuTurGhooN:” kahlaataa? :smiley:
**

iimaan se ab itnaa bhii na chaRhaayeN jhaaR pe k utarnaa muHaal ho jaaye :smiley: hehe

Re: Timepaas

Deikhye...ab aap inkisaari sey kaam ley rahey heiN... :D

Re: Timepaas

Aur agar jhaar per moti choar kay ladoo laggay hutay tu aap nay utarnay ka naam he nahi layna tha, kuja yeh shikiyat!

Re: Timepaas

Maha chichora naam hay KKF, kuch tu khoaf-e-khudda kero..

Re: Timepaas

fara ji aap KKF ka Yaom-e-bisti manaa rahi heiN??? :omg:

Re: Timepaas

Na ji na… hum kahan iss gustakhi kay murtakib hu saktay haiN.. woh tu masha Allah khud he char chand laga rahay haiN aaj kal.. :rotfl:

(KKF say muazrat kay sath)

Re: Timepaas

Lagta hay inhooN nay Koyal ko dara ker Time Pass ki tehniooN say urra diya hay.. not fair :(

Re: Timepaas

**to bhai kia “DanDe se kaam” luuN? :smiley: hahaha
**

**tab to phir poore GS ko hii bar sar e shaaKh e koyal honaa thaa…laDDoo khaate :smiley:
**

**lo ji, ab u ne to me ko Daraa hii diyaa…maiN to bas angrezoN se hii Dartaa thaa … Allah se to moHabbat kartaa thaa…Akbar Allahabadi yuN kah gaye:

SheiKh saaHab Khuda se Darte ho?
maiN to angrezoN se hii Dartaa huN :D**

**dekh len ab aap Khud hii? aapke shahr meN mere hii kaam kiuN band hoN? vaise…

badnaam hoNge, to kia naam na hogaa? :D**

Re: Timepaas

Koyal ji to pehley hi irshaad farma gai theiN ke unhey qaed karna itna bhi aasaan nahi...so jaan lijeeye ke wo phur ho gaeiN.... :)

Re: Timepaas

No violence :nono: …

Re: Timepaas

^ buhat bheja hay KKF aaka.. masha Allah.. kum meetha khaya keraiN lagta hay Blood Sugar Levels is waqth high per haiN... :D