Amal
February 23, 2011, 8:30pm
2662
Re: Timepaas
sulemaani topi utaar ke aaya kareiN na… :pcg:
Koyal
February 23, 2011, 8:32pm
2664
Re: Timepaas
KOyal ko qaid kaRna itna aasaN nahi hia na
fara
February 23, 2011, 8:33pm
2665
Re: Timepaas
Koyal:
Lo is main itna tapnay ki kiya baat hay… kiya woh apna naam Khalil Khan Koyali nahi rukh saktay?
Amal
February 23, 2011, 8:34pm
2666
Re: Timepaas
Hum jadeed scienci osooloN ke aein mutaabiq waardaat daaltey heiN…tension mati lijeeye aap…aap ka kaam to ho hi jaey ga
Amal
February 23, 2011, 8:34pm
2667
Re: Timepaas
Wesey ye to wohi baat ho gai: “Don ko pakarrna muskhil hi nahi…na’mumkin hey”
Re: Timepaas
Khalil bhai lagta hai sharma gaye hain ... :D
Amal
February 23, 2011, 8:38pm
2669
Re: Timepaas
Khalil bhai lagta hai sharma gaye hain ... :D
Khalil bhai isi tarha ki harkateiN kar rahey heiN aaj kal. Koi acha sa doctor hey aap ki nazar meiN to bataiye :D
fara
February 23, 2011, 8:39pm
2670
Re: Timepaas
KKF ko gajar ka halwa bheg daiN... aik dam theek hu jayaingay..
ehsan
February 23, 2011, 8:40pm
2671
Re: Timepaas
Saal ka to nahi pata...aap khud sun lijeeye:
Late 70's. :)
Amal
February 23, 2011, 8:40pm
2672
Re: Timepaas
Ab dastaras meiN kiya hey ba'juz ek malaal ke
aye umr-e-raigaaN issey rakhna sambhal ke...
Courtsey: fara ji
KKF
February 23, 2011, 8:41pm
2673
Re: Timepaas
Lo is main itna tapnay ki kiya baat hay... kiya woh apna naam Khalil Khan Koyali nahi rukh saktay? :p
lol...maiN ne ba_Khuda pahle yehi sochaa thaa k apnaa user name "Khalil KhaN :Koyali:" rakh luuN kiuN k maiN AligaRh meN paRhaa huN aur AligaRh kaa taareeKhii naam "Koyal" thaa :) to kia ab badal luuN?
Amal
February 23, 2011, 8:41pm
2674
Re: Timepaas
Ye zulm mat kijeeye ga, wo pharrak jaeiN ge usi waqt… aek tofi sey start kareiN…
Amal
February 23, 2011, 8:42pm
2676
Re: Timepaas
lol...maiN ne ba_Khuda pahle yehi sochaa thaa k apnaa user name "Khalil KhaN :Koyali:" rakh luuN kiuN k maiN AligaRh meN paRhaa huN aur AligaRh kaa taareeKhii naam "Koyal" thaa :) to kia ab badal luuN?
Koyal ji to ghaleban phur ho gaeiN, hasb-e-rivayet :(
....
BREAKING... Koyal ji abhi idhar hi heiN...barri baat hey ji :D
Re: Timepaas
Koi acha sa doctor hey aap ki nazar meiN to bataiye
Khalil bhai koyal dawa-khana se rabta farmayain ... :D
KKF
February 23, 2011, 8:42pm
2678
Re: Timepaas
haaN aur vo bhii kaali gaajar kaa aapne inni umda baat kahii k Allah aapke muNh men ras malaaii Dalvaaye
Koyal
February 23, 2011, 8:43pm
2680
Re: Timepaas
Koyal k tu KaaN he nahi hotey tu namumkiN he huwa na