Re: Timepaas
Saal ka to nahi pata…aap khud sun lijeeye:
Re: Timepaas
Saal ka to nahi pata…aap khud sun lijeeye:
Re: Timepaas
I had missed it…thanx fara ji for quoting it ![]()
Arif…this is awesome ![]()
Re: Timepaas
hello shello koi hai yahan peR :)
Re: Timepaas
Gul:
Mein hatta katta mujhe kya hona hai … Im mustanda … ![]()
Mohtarma fara Saheba !
Kaisi hain aap? Aatay hi Wah Wah shuro kar dee aap ne … ![]()
Re: Timepaas
Hello Shello ki bajaye
karna achi baat hai … Yahaan sab maujood hain aap ki kami sataye ja rahi thee … ![]()
Amal …
Khair tau hai na … Salaam-e-ishq kissay bheja ja raha hai janaab … ???
Re: Timepaas
hello shello koi hai yahan peR :)
Aiye Koyal Ji...kesi heiN aap? aur aaj idhar kidhar? ;)
Re: Timepaas
headphone bhi dijiye ![]()
Re: Timepaas
aisay he koyal hai na kisi b waqat kahaN pe b u know ![]()
Re: Timepaas
**salaam
kia Haal haiN Koyal? :)**
Re: Timepaas
Idhar to aap saal meiN aek, aadh baar hi aateiN heiN… Koyal na ho gai mela ho gaya ![]()
Re: Timepaas
headphone bhi dijiye :D
meiN ney idhar sey bheij dia hey, aap apni DVD Rom open kijeeye, us meiN sey nikley ga :D
Re: Timepaas
**salaam
kia Haal haiN Koyal? :)**
Aap ko itney bhary majmeiN meiN sirf Koyal nazar aaeiN? FaaKhta ka kya bana? :D
Re: Timepaas
Koyal na ho gai mela ho gaya
Yeh khoob kaha ... taaleyaan ....
Re: Timepaas
Mehfil urooj per hay... aur sub he khood tukra toar jawab day rahaiN haiN.. wah wah
Re: Timepaas
hey itna bhi na kareN na ati jati tu rehti saal pe baat mut daliaN waRna shaied saal he main a’eiy ![]()
Re: Timepaas
Aap ko itney bhary majmeiN meiN sirf Koyal nazar aaeiN? FaaKhta ka kya bana? :D
Inki tarqi hu gayee hay na ;)
Re: Timepaas
**salaam
kia Haal haiN Koyal? :)**
thaak Fakhata ap kesay ho
Re: Timepaas
ap ko nazaR nahi ati tu kia kisi auR ko b nazaR na aiey ![]()
Re: Timepaas
![]()
Re: Timepaas
hey itna bhi na kareN na ati jati tu rehti saal pe baat mut daliaN waRna shaied saal he main a'eiy ;)
Koyal ji is masley ka koi hal nikaalye...warna hum ney idhar aek pinjra bhi rakha huwa hey, ye na ho ke hum aap ko idhar hi qaed kar leiN.... :)