Re: Timepaas
*.
Re: Timepaas
*.
Re: Timepaas
sota hon 6 - 7 hours :@:
Lagta hay GS kay takiyee per sotay hain, beech main uth uth ker khuwaab post kertay hain nazmoon ki surat.. hahaha
Re: Timepaas
qafas-e-hijr mein
sanson ka amal
jari to hai magar
zindagi hai kahan
dhoond raha hon....!!!
Re: Timepaas
Lagta hay GS kay takiyee per sotay hain, beech main uth uth ker khuwaab post kertay hain nazmoon ki surat.. hahaha
lolz :D mujhe b kuch aisa e lagta hay :@:
Re: Timepaas
Ussay bhi yaad ho shaayad
Abhi yeh kal ki baatain hain
Mera us se khafa hona
Mera us ko mana laina
Saraapa-iltijaa hona
Woh ab bhi yaad hai mujh ko
Us ke israar karne per
Mera iqraar kar laina
Bahut dheemay se lehjay mein
Yeh us ke kaan mein kehna
Qasam se hai
Qasam se hai
Mujhe tum se muhabbat hai ...
*
Re: Timepaas
انا للہ و انا الیہ راجعون
just got news My mamu has died
May Allah(Swt) give my mamu the highest place in Jannah .. ameen
May Allah(swt) give my mamu/my family courage & patience to deal with this most difficult time of their life.. ameen
Re: Timepaas
Inna Lillahe Wa Inna Elahe Rajeoun !
Really sad news IS ...
Allah Pak se dua hai ke aap ke mamu ko jannat-ul-firdous mein aalaa muqaam ata farmayain aur un ke darajaat ko buland farmayain ... Allah Pak marhoom ke pasmandegaan ko sabar-e-jameel per ajjar-e-azeem ata farmaye, Aameen !
I would like to request all the guppies to recite Surat Fateha !
Re: Timepaas
Inna lillahe wa inna iler her rajeoon That is sad :(
Re: Timepaas
Inna Lillahe Wa Inna Ilayhee Rajiyoon...
May Allah Subhana bless his soul and give you the strenght to come over this great loss. Ameen
Re: Timepaas
aaj koi hai hi nai :(
Re: Timepaas
inna nillaahii wa inna ilaihi raaje'oon...Allah IS ke maamuuN kii maGhfirat farmaaye aur unko jannat ul firdaus meN jagah 'ataa farmaaye aur muta'alliqeen ko sabr-e-jameel...aameen
Re: Timepaas
Bazm-e-shaeri ke sab dostoon ko meri taraf se Assalam O' Alaiekum !
Re: Timepaas
Inna lillahe wa inna iler her rajeoon
Very sad news IS bhai ![]()
Allah apki familly ko sabar ata farmaye
Ameen
Re: Timepaas
Inna Lillahe Wa Inna Elahe Rajeoun !
Really sad news IS ... Allah Pak se dua hai ke aap ke mamu ko jannat-ul-firdous mein aalaa muqaam ata farmayain aur un ke darajaat ko buland farmayain ... Allah Pak marhoom ke pasmandegaan ko sabar-e-jameel per ajjar-e-azeem ata farmaye, Aameen !
I would like to request all the guppies to recite Surat Fateha !
Ameen
Re: Timepaas
Koi hai nashata tayyar hai.
:cobra:
Re: Timepaas
hum sab bhi taiyaar heiN ![]()
Re: Timepaas
hum sab bhi taiyaar heiN :)
bauhat dair ker dee aap nay.
Re: Timepaas
Ehsan bhai.. hamaray nashtay ka tame hu gaya hay... bheg di jiyee :)
Re: Timepaas
ehsan bhai naashta bana kar khud hi harrp kar gaeiy heiN...keh rahey heiN ke dukaan band :(
Re: Timepaas
match chal raha hai :-p