Timepaas

Re: Timepaas

Is tarha bhi hota hey kabhi kabhi :(

Re: Timepaas

nice

Re: Timepaas

Done :-)

Re: Timepaas

Thanx IS :)

Re: Timepaas

Welcome Amal Bhai :-)

Re: Timepaas

Re: Timepaas

Aaj baaqi log nazar nahi aa rahey…KKF to lagta hey guzar gae :cb:

Re: Timepaas

*Duniya kitni choti hai

Mere leye

Tum tak aa kar

Khatam ho jaati hai ...*

and

*
Us ne mitti ki dewaar per

Kachay rangoon ke sath

Mera naam likh kar

Baarish ki dua maangi hai ...

*

Re: Timepaas

lagta hay sare meri ar amar bhai ki poetry se dhar ge hain :@:

Re: Timepaas

Lagta to kuch aesa hi hey...saarey khabbey, sajjey ho gaey heiN :D

Re: Timepaas


*
Us ne mujh se

Apne bare mein poocha thaa

Ke batao mujhe tum

Mujh se bichar kar kaisi ho

Raatain be-khwaab karti ho

Ya sapnoo ke taj mahal mein rehti ho

Mein ne koray kaagaz per

Lahu ke chand qatray

Harf ki jagah baha deyey

Aur bata diya

Apnoo se bichar kar bhi

Koi apni zindagi guzaray

Mushkil hi nahe na-mumkin hai ...

*

Re: Timepaas

Bas?

:bummer:

Re: Timepaas

nai :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

Hay Lo.. koi hay?

Re: Timepaas

Re: Timepaas

mian abi tak hon :@: 20 - 25 min mazeed

Re: Timepaas

Masha Allah! Aap sotay naheeN haiN?

Re: Timepaas

*Ussay kehna

Agar aaye tau

Saath apne

Koi jugno koi taara bhi le aaye

Ke mera dil

Mere ghar ki tarah

Taareek rehta hai ...

*

Re: Timepaas

sota hon 6 - 7 hours :@:

Re: Timepaas

^ Short n sweet..