Re: Timepaas
Breaking news ![]()
Re: Timepaas
Breaking news ![]()
Re: Timepaas
AOA:D kaya bana match kaa
Re: Timepaas
kenya jeete ga ![]()
Re: Timepaas
haan may be Pakistan ab newbies ki list mein hai ![]()
Re: Timepaas
UZ kitna sahi andaza lagaya hay aap nay… jeeti rahiyee
Re: Timepaas
slam all ![]()
Re: Timepaas
kahin agli line ye to nhi k ap ne shadi ker he li ![]()
Re: Timepaas
Shazia Ji kaisi haiN aap ?
Re: Timepaas
g allhamdolillah:)
Re: Timepaas
maiN idhar se guzar rahaa thaa…4 mastooraat ko maHv e guftugu paayaa to sochaa salaam kah kar nikal luNgaa…magar yahaN to ajeeb baat ho gaii…itnii Khaamoshii 4 ke baa-vujood? hehehe…lagtaa hai qayaamat aanewaali hai ![]()
Re: Timepaas
w’alaikum ussalaam…
Re: Timepaas
aaj lagtaa hai “Timepass” kii pitch SLOW hai…bas saaraa din “Thuk Thuk” hii hogii…RUN to banne se rahe…![]()
Re: Timepaas
nhi aye gi qayamat paen,5wain ap b ral gay hain ![]()
Re: Timepaas
Khalil bhai yaqeen jaaney bohat khushi hui aap ko deikh kar…meiN to samjha the ke aap …
… ![]()
Re: Timepaas
AaThwaaN aap ne hara diyaa ![]()
Re: Timepaas
lijeeye Pakistan jeet gaya…world cup aap ka huwa ![]()
Re: Timepaas
b’ad maiN pata chalay Match fixing ki :-d
Re: Timepaas
Waqayee jeet gaya ya …
Re: Timepaas
**kiuN ji? aap se koi mo’aahidah huaa hai?
**
yaqeen aa gayaa jii…maiN hii vo “qayaamat” huN
![]()
aaThvaaN? haraa? peelaa? neelaa? yeh sab kia??? ![]()
Re: Timepaas
Kenya ke against match fixing hui?
bachchoN ke saath bhii gambling??? :o