Timepaas

Re: Timepaas

Thanks :@:

Re: Timepaas

http://img140.imageshack.us/img140/890/soch1.gif

Re: Timepaas

Bahut achi choice hai aap ki IS … :k:

Re: Timepaas

Sukriya :bummer:

Re: Timepaas

Aur ye mohabbat seekhney ke leeye kidhar admission lena ho ga? :@:

Re: Timepaas

jis ko aap ne apna jivan sath chunna hay :@:

Re: Timepaas

GS per he koi forum bana dain.. IS aur Amarbail ko Mods bana daiN wahaN ka... lol

Re: Timepaas

Idea bura nahi hey...socha jaa sakta hey :)

Re: Timepaas

lolz
mai ne MOD nai banna bas :snooty:

Re: Timepaas

GS waaley aaj kal acha package dey rahey heiN…soch lo… :slight_smile:

Re: Timepaas

nai mera dil nai karta
wese b mere azaadi k taqreeban 8 months baqi hain :@:

Re: Timepaas

^ lo ji kallo baat!

Re: Timepaas

IS khat waghera to likha karo ge na kabhi, kabhi...ya us sey bhi haath dho leiN hum? :@:

Re: Timepaas

By the way, baccha kitna sehma huwa hey :cb:

Re: Timepaas

kon si baat :@:

Re: Timepaas

**
محبت ایسی کشتی ہے
جو ساحل پر نہیں آتی
اِسے منجدھار میں رہنا
ہمیشہ راس آتا ہے**

*Muhabbat aisi kashti hai

Jo saahil per nahe aati

Issay manjhdaar mein rehna

Hamesha raas aata hai ...

*

Re: Timepaas

ji zaroor kyo k my first love is GS :@:

Re: Timepaas

sehma howa hona parhta hay bhai :@:

Re: Timepaas

Wo to theek hey, lekin zahir hey ke aap GS sey shaadi to karney sey rahey :cb:

Re: Timepaas

nice :-)