Timepaas

Re: Timepaas

Aap ke barey meiN to research karni parrey gi :p

Re: Timepaas

lagta hia is waqat taak sab yahan hain :)

Re: Timepaas

abhi abhi maiN aayaa huN Koyal Ji...koi she'r sunaaiye :D

Re: Timepaas

hmmmm sher sunaien acha

Re: Timepaas

nafRaton k teeR kha keR dostoN k sheheR meiN
hum ne kis kis ko pukaRa yeh kahani phir sahi

Re: Timepaas

aap sunaaiye koi...maiN sunaauUNgaa to ronaa aa jaayegaa :D

Re: Timepaas

oh acha ap roey nahi keoN parha nahi kia :p

Re: Timepaas

maiN na rouuN? ok nahiiN rotaa magar she'r to koi mazaaHiya sunaaiye :)

Re: Timepaas

slam all :blush:

Re: Timepaas

wsalam :slight_smile:
kasi ho shazia ap?

Re: Timepaas

*salaamaat...kaisi haiN shab Ji? kia ho rahaa hai?
*

Re: Timepaas

w'salaam...
mai to bohat acchi ho... ap ksay hain?

Re: Timepaas

Allah ka karam hai...drama interesting hai is liye abhi tak soyaa nahiiN ... aapko bhii neend nahiiN aa rahii kia?

Re: Timepaas

kon sa drama?
aur neend abhi rahi hai aur nahi bhi :konfused:

Re: Timepaas

**maiN kabhii nahiiN dekhtaa drama vrama magar mujh se kisi ne kaha k mere shahr ke baare emn hai drama to dekhne baiTh gayaa…dec 2009 se…OMG…sab yaadeN taaza ho gaiiN…vatan kii yaad meN dekh rahe haiN…

aa jaayegii to Khud ba Khud so jaayengii aap :)**

Re: Timepaas

:salam: Itni khamoshee kyun?? Main toh :chai: pennay ja raha hoon aur :cobra: bhi garam ker liya hai.

Re: Timepaas

ehsan bhai :wsalam: aap ki to maojeiN lagi hui heiN… chaey ke saath koi parraattha waghera ka intizaam bhi hey to meiN bhi weilla hi hooN :smiley:

Re: Timepaas

^ AA jao, parathay tay aanday wee nay. Koi masla he nain. :D

Re: Timepaas

wow kya baat hey ehsan bhai…yani ke maojaeiN maojaaN…:icono:

Re: Timepaas

i want aaloo wala paratha :crying: