Timepaas

Re: Timepaas

dante to hain :crying:

thank you bhai :@: i know lekin mera mind stuck ho gea hai parh parh ke medi is my fav but very tuff :crying:

Re: Timepaas

:wsalam: Khalil bhai…Bismillah…bhookey, piyaasey hi aaey heiN? :smiley:

Re: Timepaas

waah, magar janaab makkhi to nikaal dete…maiN already immune huN :smiley:

Re: Timepaas

Bacchey doctor ban'na hey to mehnat to karni ho gi na...

Re: Timepaas

han bhai…bhooka Bangali samajh k kuchh khilaa pilaa deN…du’aayeN deNge :smiley:

Re: Timepaas

wa alaikum salam kia hal hai , chai to nahi hai :crying:

Re: Timepaas

Khali duwaeiN nahi chaleiN gi, bill bhi dena parrey ga :D

Re: Timepaas

ab 24 hours to nahi parha jata :@:

Re: Timepaas

me fiT faaT and Tik Tok…are baba chai nahiiN hai to ro-o to na! varna!..

du’aa to chal jaayegii magar maiN na chal paauuNgaa agar kuchh khaane peene ko na milaa to…Bil to bhai kabhi hamaare Abba Huzoor ne nahiiN pay kiyaa to ham kia deNge…parchii bhej deN bas kaafii hai :smiley:

Re: Timepaas

dont u know k DANT TO ACHI HOTI HAY :@:

Re: Timepaas

wo kahawat tu suni ho gi aap ne
main tu kambal ko chorhta hon per kambal mujhe nai chorh raha
yahi hisaab is makhi ka hay :@:

Re: Timepaas

bas parchii kaafi hey? Khaana nahi khaeiN ge? ye to barri achi baat hey :D

Re: Timepaas


lol...amaaN miyaaN, pahle khilaao pilaao, mushTanDa banaao...phir bill ba soorat e parchii bhejiyegaa...adaa kise karnaa hai :D

Re: Timepaas

Assalam o alykum everyone :)

Re: Timepaas

wa'laikum assalaam...kaisi haiN? kia ho rahaa hai? :D

Re: Timepaas

:wsalam:
jiti rahien khsuh rahien :slight_smile:

Re: Timepaas

ap bhee hamesha khush rahain, ameen :)

Re: Timepaas

SumAmeen :-) Sukriya Sis :-)

Re: Timepaas

Aap sotay nahin? :hmmm:

Re: Timepaas

nai main Ullo hon
balke wo b nai hon
cz subah tu office b jana hota hay ar office main soya nai ja sakta :@: