Timepaas

Re: Timepaas

^ pehlay rona bund karein, phir aap kee farmaish per ghaur kiya ja sakta hai. :snooty:

Re: Timepaas

slam all :blush:

Re: Timepaas

per main to nai ro rhi or na he koi farmaish ki :@:

Re: Timepaas

acha???ye mojan e mojan ka step hai :omg:

Re: Timepaas

pehle paratha ki photo dikhayn phir rona band karon gi :crying:

Re: Timepaas

meray pakay howey parathey kee photo dekhein gee toh aur bhi royein gee.

Re: Timepaas

Toh theek hai aap koh paratha aur anda nahin milay ga. :cobra:

Re: Timepaas

nahi phir hunsoon gi :crying:

Re: Timepaas

hansna toh app loh aata hee nahin. :nahi:

Re: Timepaas

nahi ata to a jae ga time se :crying:

Re: Timepaas

shukar hy
NO.2 tha

Re: Timepaas

chalain ab chaye rus pe maan jain…kal se bhooki hoon :cb:

Re: Timepaas

nai jab mene Muskaan ki wajah se marne ka kaha to aik no balke 3 qisam k or de diye :cb:

Re: Timepaas

plz ehsan g iss ki bat pe yaqeen na kerna…mujhe b yahi keh k 300 ki shart herwa di :omg:

Re: Timepaas

ya r kitna ajeeb hy naam MUSKAAN ,AIK LAMBI SE EEEEEEEEEEEEEEEEEEEE bolo

Re: Timepaas

:salam:

Re: Timepaas

:wasalam:how r u

Re: Timepaas

jiti rahien khush rahien :slight_smile:
main theak thaaak ALLAH ka sukar hay
aap kesi hain

Re: Timepaas

phly mujy btao ap bro ho k sis?

Re: Timepaas

Mere Nick k neache mera naam likha howa hay :smack:
and i am sure k IMRAN sis ka naam nai hota :@: