Timepaas

Re: Timepaas

Chair AC waali nahi hey…aap tension mati lijeeye :no:… agar aap ko heater pasand hey to uska bhi maaqool band-o-bast hey… :smiley:

Re: Timepaas

Lagta hey fara ji chai ka sun kar patli gali sey nikal gaeiN :cb:

Re: Timepaas

Arey kisee zamany main har jungle ko apna ghar samajthey theh…

aaj ghar bee halee hain aur batwa be khalee… :hehe:

Allah ka shukar dil tho halee naheen :wub:

Re: Timepaas

KKF.. mood nahi hay :(

Amal chai tayyar!

Re: Timepaas

hum chai naheen pethay leken dusron kilye banadengay...

kitne lumps chayeh :ASA:

hehe

Re: Timepaas

Yeh ‘Halee’ kiya huta hay?

Re: Timepaas

Wow…fara ji aap to chaa gaieN :)…yahaN pata nahi kon keh raha tha ke chai ka sun kar fara ji patli gali sey nikal gaeiN :cb:

Re: Timepaas

Ye kis zamaaney ki baat ho rahi hey??? :konfused: … dinosaur ke time ki ya jab aap jawaan the? :cb:

Re: Timepaas

I meant Khalee halee as in empty... not very good at urdu/ roman urdu sorry :(

Re: Timepaas

hum dekhnay main tho itne purranay maloom naheen hotay…

lekin ankhon ko dekh kar log muje se tareeq puch letay hain… :omg:

Re: Timepaas

aap kaala chashma lagaya kareiN na…phir koi nahi poochey ga :slight_smile:

Re: Timepaas

Waah kay baat kaheen apnay…:champ:

Ghorray ghorray mukrain theh kala kala chashma :music:

Re: Timepaas

:D AOA everyone

Re: Timepaas

Walaykum Salaam UZ sahaab :lifey:

Re: Timepaas

:cb:

Re: Timepaas

Jeeti rahiye :)

Re: Timepaas

Kaya hai sahab hi rehnay do naa AMAL :p

Re: Timepaas

mein sahab nahi hoon :@:

Thank u aap bhi khush rahein

Re: Timepaas

:smack:

Phir wohee baath… maaf karna yeh meree puranee adat hain :smack:

Re: Timepaas

Not a problem...saadda ki aey ... :D