Timepaas

Re: Timepaas


bas kuchh Khaas nahiiN...chhuTTii manaaii jaa rahii hai...ThanD hai is liye Haalaat meN bhii jamood aa gayaa hai is liye koi navii/taazii nahiiN hai :(

Re: Timepaas

wesay ap kahN pe bethay haiN is waqat :p

Re: Timepaas

Chair pe :omg:

Re: Timepaas

Khalil bhai aap ki Urdu sey bohat mutaasir hooN meiN. Aap ki urdu kis sey mutaassir hey? :D

Re: Timepaas

Waah jinaab aap tho bohat kushnaseeb hain… becharey Pakistan mien tho bijlee kahan se ayegee.

Oh tho yeh be Allah ka shukar hain, waissay maloom hota hain Canada UK se is waqt zayda thandah hain. :cb:

Re: Timepaas


urdu e mo'alla se lol...mutassir an hoiye kiuN k maiN bas ab seedhii Taang pe aanewaalaa huN lol :D

Re: Timepaas

hmmmm ap k yahan AC wali chair hoti hia shukaR hai me wahan nahi hai i hate AC :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

:omg:

Aap logon kee urdu itnee teiz hain jitna merey kamaan se teer.

Re: Timepaas

yup, Canada si always colder and snowier than UK but daffo not rainier and/or foggier :smiley:

Re: Timepaas

weay ap kia Michigan maiN hain hain aj wahna he kafi storm hia :)

Re: Timepaas

**isii pe meraa ek she’r hai:

apnii zabaan meN chhipe aare haiN be-shumaar!
chal jaayen gar diloN pe to paare haiN be-shuaamr!

aare = chainsaw
paare = pieces**

Re: Timepaas


nahiiN ji...Michigan ke paRos meN ya'nii Ontario, Canada :D barf kaa golaa khaanaa hai to aa jaao :D

Re: Timepaas

Waah kya khoob kaha apne… :lajawab:

Sach kaha tha Gorra sahb naye, Urdu is the most romantic language in the world. :omg:

Re: Timepaas

Is waqt agar main asaktha tho zaroor atha… :yummy:

dena hain tho sub ko do… :wink: aur sub se pehle tasalee kilye khud kao. :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

WahaN abhi AC ki nobat nahi aai.... :)

Re: Timepaas

Lagta hay mehfil garam hay..

Re: Timepaas


haN ji...aap bhii do she'r seNk leN lage haathoN :)

Re: Timepaas

Ji, ji...kuch chai ka intizaam ho jaey to barra maza aaey ga :D

Re: Timepaas

Aap shikaari heiN??? Hamein to pata hi nahi tha :smiley:

Re: Timepaas

Jee haan bilkul… :cb: