Re: Timepaas
abi wak koi behtri nai ai
Re: Timepaas
abi wak koi behtri nai ai
Re: Timepaas
So sad…lekin unhey huwa kya hey?
Re: Timepaas
Left side per faalag ka attack + hart problem
Re: Timepaas
Allah reham karey aur unhey jald-az-jald sehat ataa karey. Aameen
Re: Timepaas
Ameen…Allah unhe jald he sehat ata farmaye
Re: Timepaas
Ameen SumAmeen
and thanks
duaoo main yaad rakhiye ga
![]()
Re: Timepaas
ji
Re: Timepaas
Bismillah…fara ji how are you today?
Re: Timepaas
I am well, shukran ![]()
Re: Timepaas
aaj idhar itni khaamoshi kiuN hey??? Curfew chal raha hey kya? ![]()
Re: Timepaas
ma’zarat baraaye madaaKhalat dar maaqoolaat … hehehe … dil kiyaa k zaraa nawaabii daur ko maseeHaaii baKhshii jaaye lol
kaise haiN aap log? ![]()
Re: Timepaas
Hum achay hain KKF…
Re: Timepaas
good good…haN ji to aur kia hoing?..khaan paan aur dhoomr paan ho gayaa? ![]()
Re: Timepaas
Khalil bhi kesey heiN aap???
Re: Timepaas
Assalam alykum
![]()
Kaisey ho sab bhen bhai?
Aaj yahan bohat sardee mehsoos hotee hain… aap sub kilyeh kaisa mowsum hain? ![]()
Re: Timepaas
Allah ka karam hai bhai…aap sunaaiye ![]()
Allah ka karam hai…yahan to raat barf-baarii huii magar is waqt dhoop khili hui hai…ThanD kam hai kal ke ba-nisbat ![]()
Re: Timepaas
meiN jahaN beittha hooN udhar to raat ke is waqt bhi AC on hey ![]()
Re: Timepaas
Aap ki duwaeiN heiN
Aur kya chal raha hey aaj kal? Anything new in life? ![]()
Re: Timepaas
tu itna phaR phaaR k keoN awaz laga rahy ap gala khrab ho jana hia phiR dosRooN se bataiN kesay kaRen gain ![]()