Timepaas

Re: Timepaas

sone ki koshish karta raha ar neend laitne k 1 hours baad ai :@:

Re: Timepaas

:salam: subah subah :chai: ka daur chal raha hai. :cobra:

baga brigade kahan hai. :hmmm:

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien
so rai ho gai abi

Re: Timepaas

w/salaam eb… chaye kay sath kya hai:blush:

Re: Timepaas

Chia kay saath toast, eggs and rolls. Aa jaein nashta karney. :smiley:

Re: Timepaas

chai k sath rone wali smiley hay :crying: :crying:

Re: Timepaas

yummmmm :yummy: agaye mai nadeedo ki tarha eb kay bfast ko dekhing :smiley:

Re: Timepaas

hawww .. woh kyu Inno paye?

Re: Timepaas

Aap bhi karein nashta. :chai:

Re: Timepaas

mai hi karti ho ap sirf chaye par guzara kary :stuck_out_tongue:

Re: Timepaas

awien e :crying:

Re: Timepaas

:crying: main ne nai karna :crying: na nashta na lunch :crying:

Re: Timepaas

Aap roza rakhein

Re: Timepaas

K rakha howa hay :crying:

Re: Timepaas

^ yeh kya ho raha hai, aaj MM nahin hai toh aap uss kee jagah bagga udd rahein hain. :mad:

Re: Timepaas

wo GS per hay liken timepass main nai hay
cz kal us ne aap ko indirectly pagal kaha tha :crying:

Re: Timepaas

kahan, link dein. :asa:

Re: Timepaas

let me search :salute: :crying:

Re: Timepaas

ye raha link :@:
http://www.paklinks.com/gs/intikhaab/480291-timepaas-100.html#post8049170

per us ko kuch nai kehna :crying:

Re: Timepaas

yeh link kaam nahin ker raha. :mad: