Timepaas

Re: Timepaas

nai roz ati hun..ghor karna :@:

Re: Timepaas

lol tum roz akar phir hooooo ka alam paida kardeti ho :p

Re: Timepaas


aatii haiN pe boltii nahiiN hahaha :D

Re: Timepaas

so aap ko cyber zukam ke germs lag gaye :cb:

Re: Timepaas

**hehehe…ab aisaa bhii hone lagaa hai…germs kisi ke aur naak poNchhe koi aur…ab koi aisaa system honaa chaahiye jis se koi e-rumaal mile taa k naak saaf ho sake:

jab raal Tapaktii thii to the rumaal na-daarad
ab rumaal hai miltaa to hai raal na-daarad!!! :D**

Re: Timepaas

:D Dekha ab cyber germs naam bhi mashoor ho gaya :D

Re: Timepaas


yeppppppppp :)

Re: Timepaas

jan dyo g,abhi bolti kum hun,kafan pharr k bola karun or :smack2:

Re: Timepaas

mere anay se nai hota,image na kharab karain :barbie:

Re: Timepaas

hayeN? :o kafan sasta waalaa kabhii nahiiN lenaa chaahiye…maiN to apna Khud se Khareed ke jaauuNgaa…double lining waalaa :smiley:

Re: Timepaas

wah kitna pata hai double lining ka :omg:

Re: Timepaas

hehehe…haaN na…u ko kia pataa hai? zaraa bataaiye to sahi :smiley:

Re: Timepaas

yaahan kaya kaya ho raha hai ;)

Re: Timepaas


yahaN kuchh na kuchh ho ke rahegaa to uskii taiyaarii hoing :D

Re: Timepaas

tayyari mein bhi madad deti hoon kaya kerna hai yahaan khuch honay ke liye :D

Re: Timepaas


yahaN laRkoN ko murGha bannaa hai aur laRkiyoN ko murGhii aur aunties ko kukRooN kooN bolanaa aur bolvaanaa hai :D

Re: Timepaas

:waves:

Re: Timepaas

To mein kaya kukrroon koon kahoon gi :smiley:

Hello inno bhai :wave: aap ko saari raat sonay nahi diya and ab aap jaag bhi gaaye :smiley:

Re: Timepaas

AoA UZ apa
main tu 3 hours pehle ka jaga howa hon
ar sote sote b 5 or 5:30 baj ge the :@:

Re: Timepaas

aap kaya vampire an gaye to jaagtay rahey :eek: