Timepaas

Re: Timepaas

link kaam karta hay liken aap ki ankhien kaam nai kar rahi hon gi :@:
:crying:
esi thread k page number 100 per ja k daikh lain :@:
:crying:

Re: Timepaas

woh mujhey nahin aap koh pagal keh rahee thee. Aur theek bhi keh rahee thee. :D

Re: Timepaas

us ne SAB ko kaha hay aor sab main aap b ate hain :barbie: :crying:

Re: Timepaas

paen lining ka tareeqa pooch rhe hain :cb: or jise poocha hai usay silai machine or istari k faraq ka b nai pata :omg:

Re: Timepaas

:teary2:

Re: Timepaas

sab weloN ko mera :salam:

Re: Timepaas

:wsalam: jite rahien khush rahien

Re: Timepaas

Assalam-o-alaimum Subh kher :D

Re: Timepaas

:wsalam: jiti rahien khush rahien
kesi hain
aap ko good morning :@:

Re: Timepaas

:smiley: mein bilkul theek hoon and abhi eik adad bachay ko school bheja hai ab doosra piece tayyar ho raha hai :smiley: aap kaisay hain aap ko good night :wink:

Re: Timepaas

yeh good morning waley aek side par ho jaeiN aur good evening waley aek side par... line banaein please :D

Re: Timepaas

mashaALLAH
aram se bachon ko tayar karien pehle pir GS per aien
pata chala ik ki shawaaar dosre ko pehna di hay :@:
abi itni b night nai hoi :barbie:

Re: Timepaas

yahan toh afternoon hai. :hmmm:

Re: Timepaas

Haan naa and England waley darmayaan mein ahin naa idhar key naa udhar key :D

Re: Timepaas

aap kon si line main hon ge :@:

Re: Timepaas

Daant worry meray kaam tez hotay hian abhi 15 minute hian doosray ke uthnay mein

Re: Timepaas

dekhein jee hum beech mein beth ker subkuch control kertay hain.

Re: Timepaas

England wale ja k Cricket forum main cricket daikhain :snooty:

Re: Timepaas

koi baat nai kabi kabi 15 min pehle b utha daina chiaye :@:

Re: Timepaas

ji nahi ji Queen budhi ho gai hai :mocking: